Great ghazal sang by great singer Ustad Mehdi Hassan Khan Sahab zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain mein to mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon gaa...
tu mila hai to yeh ehsaas huwa hai mujh ko yeh meri umr mohobat kay liyee thordi hai ek zara sa gham dowraan ka haq hai jis par main nay wo sans bhi teray liyee rakh chordi hai tujh pay ho jaoon ga qurban tujhay chahoon gaa
apnay jazbat naghmat nachanay kay liyee main nay dharkan ki tarha dil mein basaya hai tujhay mein tasawwur bhi judayee ka bhala kaisay karoon mein nay kismat ki lakeroon say churaya hai tujhay pyar ka ban nigheyban tujhay chahoon gaa
teri har champ say jaltay hain khayaloon mein chiragh jab bhi tu ayee jagata huwa jadoo ayee tujh ko choo loon to phir ayee janay tamanna mujh ko taray tak apnay badan say teri khushbu ayee tu baharoon ka hai anwan tujhay chahoon gaa
zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain mein to mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon gaa...
Be the first to comment