zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani
khuda ne ye dil kyun banaya, yaha jisne bhi dil lagaya o o o sitam uspe logo ne dhaya kisi ne na ki mehrbani, yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani
ye duniya hai diwar koyi tarasta hai is par koyi ho o o o tadapta hai us par koi gujarati hai yun zindgani, yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani
jiye pyar mein log kaise ke soni te mahiwal jaise o o o mare doob kar dono aise ke roya chana davi pani, yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani
kabhi dil se dil mil sake na, kabhi jakhm yeh sil sake na o o o kabhi phul yeh khil sake na koi hukum hai asmani, yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani
magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane o o o rahenge ye dil ke fasane ye duniya to hai aani jani, yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani zamane mein sabase purani yahi pyar ki hai kahani yahi pyar ki hai kahani...(Tanhaiii)
Be the first to comment