β‘ **Crown Kobler 6KW Solar Installation π₯ | Part 1**
Dosto! Crown Kobler 6KW Solar Project ki installation ka kaam shuru ho chuka hai. βοΈπ§
Is practical setup mein 2 Γ 6KW Inverters aur 4 Acid Batteries ka combined system install kiya ja raha hai.
Ek Crown Kobler 6KW inverter Solar Panels ke saath On-Grid + Off-Grid dono par kaam karega, jabke doosra 6KW inverter Battery Backup se output provide karega.
Ensa Solar Panels ke saath dekhein complete practical solar installation aur electrical work.