Skip to playerSkip to main content
America aur Iran ke darmiyan jari kasheedgi kam karne aur jang ke khatme ki koshishon mein Qatar ki taraf se aik wasee safarti muahiday ki tajweez samne aane ki reports hain. Is tajweez mein Iran ke nuclear program, iqtisadi pabandiyon, samandari nakabandi aur Strait of Hormuz se mutaliq aham mamlaat shamil hain.

Qatari tajweez ke mutabiq Iran uranium enrichment 3.67 feesad tak mehdood karne par razamand ho sakta hai, jabke 60 feesad enriched uranium ke 400 kilogram zakhire ko kam enrich karne ki tajweez bhi shamil hai.

Muahiday mein America ki taraf se Iran par samandari nakabandi khatam karne aur Iran ke frozen assets mein se 6 se 10 billion dollar jari karne ki tajweez bhi samne aayi hai. Qatar Iran, Saudi Arabia aur Houthis ke darmiyan mediation ka kirdar bhi ada kar sakta hai.

Is mumkin muahiday ke baad America aur Iran ki jang rukne aur Middle East mein kasheedgi kam hone ki umeed ki ja rahi hai. Agar global oil prices mein kami aati hai to Pakistan mein petrol ki qeematon mein bhi kami ka imkan paida ho sakta hai. Lekin petrol sasta hone ya jang rukne ki abhi koi final confirmation nahi hui.

Kya America aur Iran ke darmiyan muahida tay ho payega? Qatar ki tajweez se Middle East ki surat-e-haal par kya asar par sakta hai? Petrol prices mein kami ka kitna imkan hai?

Mazeed tafseelat aur taza tareen khabron ke liye KTube News ko subscribe karein, video ko like karein aur apni rai comments mein zaroor dein.

🔔 KTube News ko Subscribe karein aur bell icon press karein taake har taza khabar aap tak sab se pehle pohanchay.


#AmericaIranDeal #IranWar #QatarMediation #IranNews #Trump #MiddleEast #StraitOfHormuz #PetrolPrice #OilPrices #IranNuclearDeal #PakistanNews #BreakingNews #LatestNews #KTubeNews #KTube Welcome to K Tube – Your #1 Source for Karachi News!
Stay updated with the latest news, events, and real stories from every corner of Karachi. From breaking headlines to local updates, K Tube brings you the heartbeat of the city, all in one place.

--
Instagram
https://www.instagram.com/ktube_digital?igsh=NTc4MTIwNjQ2YQ==

Facebook
https://www.facebook.com/share/19vWEwxKim/

TikTok
https://www.tiktok.com/@ktube_digital

X
https://x.com/KTube_Digital

Whatsapp Channel
https://whatsapp.com/channel/0029VbBSzcaE50Uiqq6wJV3Q

Dailymotion
https://www.dailymotion.com/user/Ktubenews

Category

🗞
News
Transcript
00:00In China and Iran of India, in order to run out of the US and Iran and Iran,威火力
00:01and China was occupied in the UK and the US would be called on the international government and China was
00:04the
00:04support of Greece and Greek government at the UK and on the US, the US would be
00:07the support of the Germany and Iran. The US would be
00:09the support of Ireland, Iran's government government, Canada and the US
00:11would have to be the support of the United States and the Urahmani of Zub Mazins
00:19in Iran, Uranium The Abrecedo army could have had. Salud of Iran's
00:25government and Iran's government is the support of its use on the Urahan
00:28ڈیران کی تقریبا 400 کلو گرام زخیرے کو کم ابزدہ کرنے کی تجویز بھی زیر غور ہے
00:33مجفزہ معایدے میں امریکہ کی جانب سے ایران پر آئید بیری ناکابندی ختم کرنے
00:37اور ایران کی منجبت اساسوں میں سے 6 سے 10 ارب ڈالر جاری کرنے کی تجویز بھی شامل ہے
00:43اس کے علاوہ ایران سعودی ارب اور حسیوں کے درمیان سال سے ایک کا کردار ادا کرنے کی تجویز سامنے
00:48آئی ہے
00:49کتری فارمولے کے تحت آئی اے ای اے کے معاینہ کاروں کی ایران آمد کے بعد آبنا حرمز دوبارہ کھلنے
00:55کی تجویز بھی شامل ہے
00:56جبکہ جہوری پروگرام پر پابندیوں اور اقتصادی معاملات کی حل کے ذریعے خطے مکشید کی کم کرنے کی کوشش کی
01:02جائے گی
01:02اگر امریکہ اور ایران کے درمیان یہ معایدہ تیہ پا جاتا ہے اور جنگی صورتحال میں کمی آتی ہے
01:07تو عالمی منڈی میں خام تیل کی قیمتوں میں کمی کا امکان پیدا ہو سکتا ہے
01:11جس کے نتیجے میں پاکستان میں بھی پیٹولیم مصنوعات سستی ہونے کی امید بڑھ سکتی ہے
01:15تاہم پیٹول کی قیمتوں میں کمی کا انصار عالمی تیل کی قیمتوں
01:19ڈالر کے مقابلے میں روپے کی قدر اور حکومتی ٹیکسوں سمیت دیگر آمیر پر ہوگا
01:23معایدے کی کامیابی کی صورت میں امریکہ اور ایران کے درمیان جنگ رکھنے
01:27اور مشرق وستہ میں کشید کی کام ہونے کی امید بھی ظاہر کی جا رہی ہے
01:31تاہم فلحال دونوں ممالک کے درمیان اختلافات برقرار ہیں
01:34اور کسی حتمی معایدے کی تزدیک نہیں ہوئی
01:37فلال احمد کے ٹیو

Recommended