Ek khamosh raat… ek achanak mulaqat… aur ek aisa purana raaz jo Ayaan aur Ayla ki zindagi badal deta hai. Us raat Ayaan itni raat ko Ayla ke ghar kyun aaya tha? Purani tasveer mein dono saath kaise thay? Aur woh sach kya tha jo saalon se chhupaya gaya?
Kahani ke aakhir tak dekhiye… kyun ke us khamosh raat ka asal raaz bilkul aakhir mein saamne aayega. ❤️