Skip to playerSkip to main content
  • 21 hours ago
साधना की सिद्धि संकल्प से

Category

🗞
News
Transcript
00:01नमस्कार, मैं श्वेता तिवाली आप सभी का अभिनन्दन करती हूँ, आईए आज आपको सुनाती हूँ राजस्थान पत्रिका के प्रधान संपादक
00:09विद्या वाचसपती गुलाब कुठारी जी का स्पंदन में प्रकाशित आले, जिसका शीर्शक है साधना की सिध्धी सं
00:18कल्प से, कृष्ण ने कहा है अभ्यासेन तो कौम्तेय वैरागेन चक्रिहत है, जीवन में विकास, उन्नती, परिशकार, आदी का एक
00:29ही मार्ग है अभ्यास, रहींदास जी भी कुछ ऐसा ही लिख गए है, करत करत अभ्यास के जडमती बोत सुजाना,
00:38अभ्यास की इस दिरंत
00:40को साधना का जाता है, साधना का अर्थ है, साध लेना, नियंतरन कर लेना, व्यवस्थित बना लेना, यथार्थ स्वरूप को
00:50समझ कर इच्छत दिशा में गती करना, साधना की शुरूआत प्यक्ति अपने खुद के लिए करता है, अपने विकास और
00:58परिशकार के लिए करत
01:23ुदय हो जाता है।
01:29वैसे देखा जाये तो जीवन का परियाय भी साधना ही है।
01:34हमें मानव शरीर मिला है।
01:36सोचने और मरजी का करने की भी स्वतन्तुता मिली है।
01:40इसका सही उप्योग करने का एक ही माल्ग है साधना।
01:44Kisibhi sādhna ke liye sabse pahle shariir ko sādhna pardta hai.
01:49Shariir ke karen sādhna me vigni nahi pardhe.
01:53Isthirbhau me rahne ka abhyās hona chahiye.
01:56Sardhi garmi, bhuk pyaas ya visarjan ke kariya niyantran me rahe.
02:01Aniak prakara ke pranayam aur asanok ke madhyaam se shariir ko svasth bhi rakhata hai aur niyantrit bhi.
02:10Is thūl ke madhyaam se hi sukshma me prawesh karna hoota hai.
02:14Shariir atma ka mandir bhi hai.
02:17Or jeevan ke sabhi dharmok ke sādhna ka hitu bhi bhandi kaha gaya hai.
02:22Shariir ko shant nishkriya karnne ka abhyās hoonay ke baad vicharun ko rokna pardta hai.
02:28Vicharun ko adhi kathin man ko sādhna hoota hai.
02:32Eek aur man ki icchae, dousri aur indriyonga ka akraman.
02:36Jeevan ke bhai, chetan aur av chetan man ke dharatal, buddhi ka agraha,
02:42Ehenkar, raga dvesh, asati, aur bhi na jane kya kya prabaha,
02:47Eek sath hootetay rahate hai man me.
02:49Halan ki, in sabka prabhaav dhikhaai to kamna rup me hii pardta hai.
02:54Isi kamna ke karen jeevan ki gati hooti hai.
02:58Pratyek vyakti jeevan ke sath eek lakshya lekar aata hai.
03:01Prarabdh ki rup me, pichlye karmo ka ful bhi lhe kar aata hai.
03:07Vidya aur avidya rup gyan sathhan bhi lhe kar aata hai.
03:11Isi ke saharay, voha vartmahan jeevan ka lakshya niradharit karta hai.
03:16Voha lakshya ke prati kitna jaagrupa raha hai,
03:19Kitni safalta paas saktta hai,
03:21Yaha uske aathak prayas ya sathana par nirbhar karta hai.
03:26Sathana ke madhyam se, voha naraayin bhi bhan saktta hai.
03:30Or sathana ke abhav me, voha lakshya ko vishmrit bhi kar saktta hai.
03:35Atwa, bhatak bhi saktta hai.
03:37Sathana ek ramik vikas hai,
03:40Eek paddati se hi ki jati hai.
03:42Jaisen, shikshya me eek eek kakshya ko utirin karke aagye badha jata hai.
03:47Yehi sathana hai.
03:49Jep aur tup bhi sathana ke bhi nisvaroof hi hai.
03:52Sathana to lakshya praapti ka prayas hi hai.
03:56Bina lakshya ke sathana nahi ho sakti.
03:59Ramanayana kalm me,
04:00Meghnaad sathana ka sabse bada udharan tha.
04:03Ravan se adhik shaktiyaan arjit kar li thi.
04:06Eek lavya ka abhyaas
04:08Aur arjun ki sathana bhi mahabharat kaal ke udharan hai.
04:13Mahabir aur buddh sathana se shuru hokar
04:16Upasana me chalye gaya thai.
04:18Aatme lean ho gaya.
04:20Sathana jeevan ko sakaratmaktta dheti hai.
04:23Har karya ke prati accha bhaav paita kerti hai.
04:26Dhrishti ko samban sunchak banaati hai.
04:29Purusharth me vishwaas paita kerti hai.
04:32Ataha, durgun ka swatah hii parishkar bhi hota jata hai.
04:36Yaha parishkar bhi sathana ka hii phal hoota hai.
04:40Sathana me dhrishti ki eek samagrita hooti hai.
04:44Khand dhrishti se vyakti mukt ho jata hai.
04:47Har baat ko alag-alag nahin dhekkar
04:49Jeevan ki samagrita mei dhekta hai.
04:52Isi karen vyaktitv ka bhi samagr vikas hoota hai.
04:56Vyakti ki chetna sadayv jagrat rahati hai.
04:59Aaj ke jeevan mei yahi sabse kathin abhyaas hai.
05:03Sathana ko lakshya se jodhane ka kariya vyakti ka sankalp kertata hai.
05:08Jit kshan mei vyakti sankalp kertata hai.
05:11Usi kshan, uski sathana shurru ho jati hai.
05:15Sankalp hii har parishiti mei marg nikal leta hai.
05:18Sankalp hii man ko tappanay ke liye tiyar kertata hai.
05:22Sankalp hii upalabjhii ka amul hai.
05:25Sankalp ke karen hii sathana sampan hooti hai.
05:29Aur vyakti sushum mei pravesh kar jata hai.
05:32Vartimahan mei jine ka abhyaas hii chhuta jata hai.
05:36Iskei bina bhi na bhavishya ka nirman hii sambhav nahi hai.
05:39Swayam ke astitvu par kendrit rahene ke liye
05:43Vartimahan ke prati jaagruk rahena pehli aavishakta hai.
05:47Is Vartimahan ka sahi upyog ho
05:49Aur lakshya ispast rahe tabhi sathana hooti hai.
05:53Namaskar
05:54Baiklah
05:55Baiklah
05:56Baiklah
Comments

Recommended