Bengal ki rajneeti me khan-pan hamesha se ek bada mudda raha hai, lekin is baar BJP neta Anurag Thakur ka ek video charcha me hai! тАЛKhud ko 'Kattar Sanatani' batane wale BJP neta Anurag Thakur jab Bengal pahunche, toh wahan unka ek alag hi roop dikha. Ek patrakar ne jab unse Bengal ki machhli ko lekar sawal pucha, toh unhone bade maze se jawab diyaтАФ "Bahut swadisht hai, aap bhi khaiye."
Comments