Skip to playerSkip to main content
Kya aap jante hain ke kaise ek azeem sipah-salar ne poori duniya ko insaaf, rehmat aur himmat ka sabak diya?

Ye kahani hai Salahuddin Ayyubi ki โ€” wo shaksiyat jis ne Bait-ul-Muqaddas ko Crusaders se azaad karwa kar Islami tareekh mein ek naya bab likha.

Is video mein aap dekhenge:

โš”๏ธ Battle of Hattin ki zabardast jang**
๐Ÿฐ Fatah-e-Bait-ul-Muqaddas ka poora manzar
๐Ÿค Dushmanon ke saath unka insaaf aur rehmat bhara rawayya
๐Ÿ“– Wo haqeeqat jo har Musalman ko janni chahiye

Ye sirf ek jang nahi thi, balki sabr, hikmat aur imaan ki jeet thi. Sultan Salahuddin Ayyubi ne duniya ko dikha diya ke asli quwwat talwar se nahi, kirdar se hoti hai.

Agar aap Islami tareekh ke roshan waqiat aur haqeeqi kahaniyan dekhna pasand karte hain to channel ko follow karein aur video ko share zaroor karein.

#SalahuddinAyyubi #FatahEBaitulMuqaddas #IslamicHistory #BattleOfHattin #MuslimHeroes
Transcript
00:281164
00:30team bar msr par hamla kiya gya
00:31crusaders ne bhi msr par
00:33abzha karne ki koลกish ki
00:34kyunke woh janty thay khe ager msr aur siriya
00:37mil gaya to unka khatma yagin hi hai
00:39lekin 1179
00:41me sherekoha ne bilุงุฎir
00:43qahira par control haasil kar liya
00:45aur wazir ben gaya
00:46wazir benne ki srf chand mahinne baad
00:49marรง 1179 me
00:50sherekoha ka intikal ho gaya
Comments

Recommended