Surah Al-Fatiha Quran Pak ki pehli aur sab se afzal surah hai. Isay "Umm-ul-Kitab" bhi kaha jata hai. Har namaz mein parhi jane wali yeh surah rehmat, hidayat aur barkat ka zariya hai. Is video mein aap Surah Fatiha ki khubsurat tilawat sun sakte hain jo dil ko sukoon deti hai.
Agar aap ko yeh tilawat pasand aaye to video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein. 🤍
Comments