Shehar ki bhaag-daur bhari zindagi mein Kamyar (Bilal Abbas Khan) aur Ayra (Hania Aamir) ka achanak milna aik aisi kahani ko janam deta hai jo mohabbat, bharosay aur dhokay ke gird ghoomti hai. Kamyar aik azad mizaj insaan hai jo apni zindagi ke kai raaz chhupa kar rakhta hai, jab ke Ayra sach, mohabbat aur yaqeen par bharosa karti hai.
Jaisay jaisay un ka rishta gehra hota hai, Kamyar ka past saamne aane lagta hai aur Ayra ko mushkil faislay karne parte hain. Kya yeh mohabbat sach ke imtihaan par poori utar sakay gi, ya dhoka sab kuch tod dega?
Meri Zindagi Hai Tu sirf love story nahi, balkay maafi, doosre mauqay aur umeed ki kahani hai.
meri zindagi hai tu drama,ary digital,hania amir,meri zindagi hai tu pakistani drama,bilal abbas new drama meri zindagi hai tu,hania amir new drama meri zindagi hai tu,pakistani drama new,bilal abbas khan,latest pakistani drama,ary drama,meri zindagi hai tu episode 25 promo,ary drama meri zindagi hai tu,meri zindagi hai tu
Cast:
Hania Aamir, Bilal Abbas Khan, Meher Jaffri, Ali Rehman, Varda Aziz, Alyy Khan, Adnan Jaffer, Shamim Hilaly, Arjumand Rahim, Shazia Qaiser, Muhammad Fawad, Fatima Gohar, Javeria Abbasi & Others.
#merizindagihaitu #haniaamir #bilalabbaskhan #drama
Comments