Ek aam machiara ek mamooli fishing trip par nikla, lekin kismat ne use 438 din khulay samandar mein akela chhor diya. Na engine, na raasta, aur na hi kafi khana ya pani. Phir bhi us ne himmat nahi haari. Yeh kahani hai insani hoslay, sabr aur zinda rehne ki asli misaal ki.
Comments