Why are you so obsessed with his eyes? Obsessed? Aankhein marhaba, baatien marhaba… main 100 martba deewana hua!" Radha–Krishna ki prem kahani mein bhi sab kuch nazron se shuru hota hai—Radha ki aankhon mein prem, Krishna ki aankhon mein vada aur sneh. Unki aankhon ka milna normal love nahi, ek divine connection hai jahan har baar dekhkar bhakt phir se 100 baar deewana ho jata hai.
Comments