pal pal jeena muhaal mera tere bina ye saare nashe bekaar teri aankhon ke siwa
ghar nahi jaata main bahar rehta tera intezar mere, khwabon mein aa na karke solah sringaar
main ab kyu hosh mein aata nai sukoon ye dil kyu pata nai kyu todu khud se jo the waade je ab ye ishq nibahana nai
main modoon tumse jo ye chehra dubara nazar milana nai ye duniya jaane mera dard tujhe ye nazar kyu aata nai
soneya yun tera sharmana meri jaan na lele kaan ke peeche zulf chhupana meri jaan kya kehne zalima toba tera nakhra iske waar kya kehne tham ke bethe dil ko ghayal kahi haar na bethein
teri nazrien mujhse kya kehti hai inme wafa bethi hai thodi thodi si razi thodi si khafa rehti hai
log hai zaalim bade inme jafa dekhi hai ye duniya teri nahi maine tujhme haya dekhi hai
pal pal jeena muhaal mera tere bina ye saare nashe bekaar teri aankhon ke siwa
ghar nahi jaata main bahar rehta tera intezar mere, khwabon mein aa na karke solah sringaar
Be the first to comment