Skip to playerSkip to main content
  • 6 days ago
Allah ne Hazrat Nuh عليه السلام ki qaum ko kyun gharq kar diya?

Is video mein hum Quran ki roshni mein قوم نوح ki pur asrar kahani dekhte hain – un ka shirk, un ka inkaar, Hazrat Nuh AS ka sabr, aur aakhir ka wo azaab jo qayamat tak ke liye عبرت ban gaya.

Ye powerful Quran waqiya aapko batayegi:

• Hazrat Nuh AS ko nabuwat kyun di gayi?

• Qaum e Nuh ne un ki dawat ko kaise reject kiya?

• Kashti e Nuh ka waqia – kaun bach gaya, kaun doob gaya?

• Aaj ke zamane ke liye is kahani mein kaun sa hidden message hai?
Be the first to comment
Add your comment

Recommended