Zainab samjhi ke Haris ki rooh se chutkara mil gaya… lekin asal khauf ab shuru hua hai. Uski masoom muskurahat ke peechay ab ek shetani saaya chhupa hai. Aks mein bolti aankhein, raat ke sannate mein goonjti sarghoshiyan, aur ek faislay ka lamha – jahan har galti zindagi chheen sakti hai.
Kya Aamil Haris ko hara payega? Kya Zainab wapas apni rooh hasil kar sakegi? Ya phir… Haris ne hamesha ke liye jeet liya hai?
👁🗨 Ek aisi kahani jo aapka khoon jama degi… Dekhiye is spine-chilling part 2 ko – suspense, horror aur emotions ka woh tufaan jo raat bhar neend nahi aane dega!
Be the first to comment