Rosul ka sardar tasreef laya, rehmaton ka dariya beh gaya 🌸
Har taraf noor hi noor chaa gaya ✨
Dil ki dharkanon mein Mustafa ﷺ ka zikr bas gaya 💚
Jahan roshan ho gaya aaqa ki amad se 🌙
Har zuban pe darood o salaam ki mehfil saj gayi 🕋
Rehmat ka paigham lekar Madina ke tajdaar aaye ﷺ
Zameen o aasman khushi se jagmaga uthe 🌹
Rosul ka sardar tasreef laya, dunya mein barkat bhar gaya 🌟
Comments