Is video mn app dekhay gay ek sabag amoz kahani jo imandari aur sachchai par adharit hai. Shah Abbas ke samay ek gawar ladka, Mohammad Ali Be, apni imandari aur mehnat se Shah ke dil mein apna khaas sthan bana leta hai our ous k marnay k bad us kkhazany ke kesy hefazat karta hy . Yeh kahani humein yeh sabak deti hai ki sachchai aur imandarise insaan apni zindagi mein safalta aur izzat paa sakta hai. Mohammad Ali Be ki kahani yeh dikhati haiki asli izzat apne jazbaat aur imandarimein chhupihoti hai.