Islam mein sadqa sirf paisa dene ka naam nahi — Allah ko sabse zyada pasand hai wo sadqa jo khud ki zarurat ke waqt, khufiya tor par, aur sachche dil se diya jaye.
Afzal sadqa yeh hai:
Jab tumhare paas kam ho, phir bhi tum do
Jab kisi gareeb rishtedaar ki zarurat poori karo
Jab kisi ka bhala ho jaye tumhare ilm, waqt ya dua se
✨ Sadqa har shakhs de sakta hai — paisa ho ya muskurahat, ilm ho ya rehnumai.
Is video mein janiye: ✔️ Afzal sadqa kya hai ✔️ Kon sa sadqa sabse zyada ajar wala hai ✔️ Sadqa dene ka asal maqasad kya hai
Video pasand aaye to Like, Comment, aur Subscribe karna na bhooliye! Rozana nayi Islamic short videos ke liye bell icon zaroor dabayein 🔔
Comments