Song : Humko Bhool Na Jana Pardesi Laut Ke Aana /Pardesi Laut Ke Aana हमको भूल न जाना / परदेसी लौट के आना Movie: Pardesi Ft : Mithun Chakraborty, Pankaj Dheer & Sumalatha Ambrish Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal & Anup Jalota Music : Anand–Milind Lyricist : Sameer
hamko bhul na jaana, humko bhul na jana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana hamko bhul na jaana, humko bhul na jana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana mere budhape ka tu sahara mujhko hai tu jaan se pyara mere budhape ka tu sahara mujhko hai tu jaan se pyara
duniya bhar ki khushi lutaau in charno me umar bitaau kabhi gire jo laathi meri kabhi gire jo laathi meri badhke use uthana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana pardeshi laut ke aana
tu hai deepak mai hu baati, janmo se hum jeevansaathi tu hai deepak mai hu baati, janmo se hum jeevansaathi chandan me ho khushbu jaise, dor bandhi saanso ki aise maang suhagan kahati hai ho o o o maang suhagan kahti hai sindur ki laaj nibhana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana pardeshi laut ke aana
tujhko duniya dikhlaunga, tere liye aankhe laaunga tujhko duniya dikhlaunga, tere liye aankhe laaunga tujhko kaise bhula paaunga, laut ke mai aaunga apne haatho se aake tum doli meri uthana pardeshi laut ke aana hamko bhul na jaana, humko bhul na jana pardeshi laut ke aana, pardeshi laut ke aana pardeshi laut ke aana
If you like this Video & For More Such Video, Like Share & Subscribe to Our Channel Subscription Link : http://bit.ly/3CETwj7
Be the first to comment