00:00Bollywood aur desh ke Manoj Kumar ulf Bharat Kumar ab humare beech nahi rahe hain.
00:1087 saal ke imru mein unhone is duniya ko alvidaar keh diya.
00:1470 ke dashak mein unhone deshbhakti se pririt apni filmon ke zariye Bharat ke logon par gehri chhap chhudi.
00:20Agar unhe Bharat ka deshbhakt kalakar kaha jaye to usme koi harz nahi hoga.
00:24Jahan doosre kalakaron ne comedy aur action se audience ka dil jeeta
00:29aur success hasal ki wahin Manoj Kumar ne deshwasiyon ko filmon ke zariye deshbhakti ka matlab bataya.
00:36Bollywood ke kai superstars ne apne career mein stardom aur khoop paisa kamaya.
00:41Lekin Manoj Kumar ne sirf dashakon ka dil jeeta.
00:44Wo paisa kamane mein kai kalakaron se peeche rahe gaye.
00:47To aayiye aapko batate hain ki aakhir apni filmi career se Manoj Kumar ne kitna paisa kamaya
00:53aur unki net worth kitni hain.
00:55Dibangat abhineta Manoj Kumar ki net worth ko lekar publically koi clear data maujood nahi hain.
01:00Hala ki celebrity net worth ki report ke anusaar Manoj Kumar ne apni filmi career se 20 million dollar
01:07yaani ki 170 crore upay kama hai.
01:09Pakistan mein janme Harikrishna Giri Goswami film industry mein Manoj Kumar ke naam se jaane gaye
01:15aur darshakon ne unhe Bharat Kumar ke naam se nabaza.
01:18Unhone saat ke dashak mein Bollywood mein debut kiya aur sattar aur assi ke dashak mein khoob lob priyata hasal ki.
01:25Manoj Kumar ki mashoor filme Haryali aur Raasta, Vakont, Himalai ki Godh mein,
01:30Do badan, Upkaar, Pathar ke Sanam, Neel Kamal, Purab aur Pashim, Roti, Kapda aur Makaan
01:37aur Kranti ke liye jaana jaata hai.
01:40Deshbhakti ki theme wali filmon ne Manoj Kumar ko cinema aur darshakon ke beech khaas bhaichand dilai.
01:461992 mein unhe Bharat Sarkar dwara Padma Shri se sammanit kiya gaya.
01:51Sattar ke dashak ke madh mein Kumar ne 3 hit filmon,
01:55Roti, Kapda aur Makaan 1974, Sanyasi 1975 aur Das Nambri 1976 mein kaam kiya.
02:02Sattar ke dashak ke madh mein Roti, Kapda, Makaan, Amitabh Bachchan jisne unhe
02:07sarvasresht nirdeshak ke liye apna doosra film fair pol oskar dilaya.
02:11Sanyasi 1975 aur Das Nambri 1976.
02:14Unka trademark haath se chehra dhakna bahut log kriya tha aur stand-up comedian ke chitkulon ka vishay bana hua hai.
02:20Reports me bhi neta aur nirdeshak Manoj Kumar ki kul sampatti 20 million dollar
02:25yaani ki lagbhar 170 crore upay bataayi gayi hai.
02:28Toh aapko Manoj Kumar ki kaunsi sabse zyada film acchi lagi,
02:32hume comment karke bataaye aur is video par hume apne raaye dena filkul hi mat bhuliyega.
02:36Video ko zyada zyada share kijega
02:38aur humare channel Good Returns ko like aur subscribe zarur kijiyega.
Comments