Skip to playerSkip to main content
  • 1 year ago
Surah Maryam, Qur'an ki 19th surah hai jo 98 ayat par mushtamil hai. Is surah mein Hazrat Maryam (AS) aur unke be-had muqaddas aur hikmat bhare waqiat ka zikr hai, jaise ke Hazrat Isa (AS) ka paida hona, Hazrat Zakariya (AS) ki dua aur unki sonat. Surah Maryam kiye bohot si fazilatain hain, aur ye insaan ko imaan aur sabr ke bare mein sikhaati hai. Ye surah Allah ki qudrat, rahmat aur paakdari ko bayan karti hai aur sabr aur tawakkul ki ahmiyat ko samajhne mein madad deti hai.

Be the first to comment
Add your comment

Recommended