##Lyrics: _ Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaak se uthaake Yaara teri yaari ko Maine toh khuda maana Yaad karegi duniya Tera mera afsaana
Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Mere dil ki ye duaa hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sang jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsaana Tere jaisa yaar kahan Kahan Aisa Yarana...