00:00GURU SHARANAM, PRABHU SHARANAM, DHANNYAVAD.
00:04Darshakon, aaj hum charcha karte hain ki jeevan mein jo bahut si moolbhut samasyaayen, jaise
00:11ki hum byaapar karte hain, kuch bhi kaam karte hain, usme hume bighan aa jate hain, koi humare
00:16liye archane payda kar deta hain, kuch museebat payda karte hain, isme kot kachhari ka bhi
00:19maamla ho sakta hain, bighan baadha bhi bahut tarah ki ho sakti hain.
00:23toh is baadha se ab jeevan mein jaise ki samajh mein nahi aa raha hai, ki ab kya karein, kuch
00:29raasta nahi nikal raha hai, toh is bhari kathinai mein, aapko durga sapsati bahut bada raasta
00:36de sakta hain.
00:37toh madhyam charitra jo hai, isme doosra, teesra aur chautha adhyay, agar aap paath karte
00:43hain, maa ke saamne, ek diya jala ke bhi, kisi bhi samay, subah, saam, ya nishith raat
00:50mein bhi kar sakte hain, aap raatri mein bhi kar sakte hain, toh aap paayenge ki aapke
00:55samasyaon ka nidaan, bara hi sahaj aur sulabh ho gaya hai, aur maa ne sohem bola hai, ki
01:01jo meri astuti karega, jo mera paath karega, mai uske samasyaon ka, mai uske dukhon ka
01:07swatha nidaan kar dungi, toh aap ye jeevan mein kar ke dekhen, doosra, teesra aur chautha
01:13adhyay, isko madhyam charitra kahte hain, aur isme ushnik chandra hai, toh aap jab bhi
01:17paath karenge, toh isko thoda sa ek jo layah hoga aapka, thoda sa uchh hoga, toh usme aap
01:24paath karenge, toh aapko nishith hi fayda hoga, toh kar ke dekhen aur jeevan mein aap bohot
01:29safaltam hoenge, Guru Sharanam Prabhu Sharanam.
Comments