00:00 (Recitation of Holy Qur'an)
00:10 Bismillahir Rahmanir Rahim
00:12 Allahumma Salli 'Ala Sayyidina wa Mawlana
00:18 Allahumma Salli 'Ala Sayyidina wa Mawlana Muhammad
00:24 Sahibi Taaji wal Miraji wal Buraqi wal Alam
00:29 Dafi'il Bala'i wal Waba'i wal Kahti wal Marzi wal Alam
00:40 Ismuhu Maktubum Marfu'um Mashfu'um Manqooshum fil Lawhi wal Qalam
00:51 Sayyidil Arabi wal Ajam Jismuhu Muqaddasum Mu'attarum Mutahharum Munawwarum fil Baiti wal Haram
01:06 Shamsid Duhaa, Badrid Dujaa, Sadril Ulaa, Nooril Hudaa, Kahfil Baraa, Misbahir Sulam
01:18 Jameelish Shiyam, Shafi'il Umam, Sahibi'l Joodi wal Karam
01:27 Wallahu Asimuhu, Jibreel Khadimuhu, wal Buraqi Markabuhu, wal Miraj Safaruhu, wa Sidratul
01:39 Muntaha Maqamuhu, wa Qaba Qawsaini Matloobuhu, wal Matloobu Maqsooduhu, wal Maqsoodu Maujooduhu,
01:49 Sayyidil Mursaleen, Khataman Nabiyyeen, Shafi'il Muznibeen, Anisil Ghareebeen, Rahmatil Lil'Alameen
01:59 Rahatil Ashiqeen, Muradil Mujtaqeen, Shamsil Aarifeen, Sirajil Salikeen, Misbahil Mujtaqeen,
02:09 Rahatil Muqarrabeen, Muhibbil Fukaraee, wal Ghurabaee, wal Masaakeen
02:16 Sayyidil Thaqalain, Nabiyyil Haramain, Imamil Qiblatein, Wasilatinaa fi'l Daarain, Sahibi'
02:25 Qaba Qawsain, Mahboobi Rabbil Mashriqaini wal Maghribain, Jaddil Hassane wal Hussain,
02:33 Mawlana wa Mawlid Thaqalain, Abil Qasime Muhammad Ibn Abdullah, Noorim min Noorillah
02:44 Ya ayyuhal Mujtaqoon, Ya ayyuhal Mujtaqoona bin Noori Jamaalehi,
02:53 Bal ghal ulaa bi kamaalehi, Kashafat tujaab bi jamaalehi,
03:00 Hassunat jamee'u khisaalehi, Sallu alaehe wa aalehi,
03:06 Wa ashaabihi wa sallimu tasleema.
03:12 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo, Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
03:24 Shahe Sawaare Buraako Ameer-e-Alam, Daafae Harbala, Daafae Harwaba,
03:32 Daafae Qahto Amraaz-o-Ranjo-Alam.
03:36 Ism, Ism sabse haseen, Naam, Ism sabse haseen, Ism sabse chuda,
03:47 Ism to baise fazdo rahmat bi hai, Ism wo khud khuda paak ne jo chuna,
03:54 Ism to maghfirat ki zamanat bi hai, Ism taarif bi, Ism tausif bi,
04:02 Ism zikro sana, Ism midhat bi hai, Ism likha gaya, Ism ucha hua,
04:08 Ism muhre kabool e shafaat bi hai, Ism ki barkatein, Ism ki raunaqin,
04:14 Ism lauho qalam ki amanat bi hai, Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
04:25 Kya nabi, kya wali, sabke dildar hai, sabke dildar ka hai,
04:34 Mukattas badan, eyle Ism ab jism, kya nabi, kya wali, sabke dildar hai,
04:42 sabke dildar ka hai, mukattas badan, kya bashar, kya malak, sabke ghamkhar hai,
04:51 to sabke ghamkhar ka hai, mukattas badan, kya charind, kya parind, sabke manthaar hai,
04:59 to sabke manthaar ka hai, mukattas badan, kya warab, kya ajam, sabke sardar hai,
05:07 sabke sardar ka hai, mukattas badan, arey harm kaaba to wo jo munawar karein,
05:15 wo mehkti, wo paakhi rasi ik kiran, Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
05:27 Shahe Miraj ki yeh shan suniye, ki aap noore mubeen, aap badre muneer,
05:35 bekararo ko barkat ka mahtab hai, aap se roshni chaan taaro mein hai,
05:43 kyu? Arey aap charkhe risalat ka mahtab hai, arsh se farsh tak jo riyasat saji,
05:51 aap hi us riyasat ka mahtab hai, chaashtgaon ka surat wujud aap ka,
05:58 aap har shab ki zulmat ka mahtab hai, sadr bazme bulandi aur iffat ke hai,
06:04 guzaar e hidayat ke mahtab hai, Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
06:14 wo hai jaan e sukhan, wo hai jaan e bayan, wo fasahat ki baadish,
06:20 wo abr e balaag, wo ghulamon pe aasan jannat karein,
06:24 aafiyat ki ata kar dein, raah o suraag, unki tauseev ka, taarif ka,
06:32 unki tauseev ka haq adah hum karein, kya humari bisato majalo masaag,
06:38 arey saari makhloog ki hai wo jaaye amaag, saari taariki yo ke wo roshan charaag,
06:45 nek teenat hai wo, nek atwaar hai, unke haathon mein hai bakshishon ke ayaag,
06:53 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo, aap jannat ke maalik hai,
07:00 Qasim bhi hai, yeh falak aapka hai, zameen aapki,
07:03 jaan jaisa kahen, munasib nahi, jaan se badke roshan jabi aapki,
07:08 aap hai la jawab, aap hai benazeer, ba khuda hai, misali nahi aapki,
07:14 sar se pairon talak, wo karam hi karam, Rab hifazat kare, bil yaqeen aapki,
07:20 unke khidmat guzaaron mein Jibreel hai, aur sawari Buraq e Haseen aapki,
07:25 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo, saari duniya ka unko diya intizam,
07:32 saari duniya mein qaim nizam unka hai, saari aalam pe rahmat lotate hai wo,
07:38 saari aalam pe faiza nayaam unka hai, maalik e jaan e momin banaya unhe,
07:44 aashiqun ke dilon mein qayam unka hai, safar unka hai Miraj,
07:50 aur sidratul muntaha mustaqar aur maqam unka hai,
07:54 Kaaba Qausain ka martaba unka matloob hai, aur darus salam unka hai.
08:01 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
08:08 aap Hamid hai, Ahmed hai, Jawad hai,
08:15 aapka ek Haseena Mahmood hai,
08:20 aap Hamid hai, Ahmed hai, Jawad hai, aapka ek Haseena Mahmood hai,
08:25 deh shahadat gawaai, deh shahadat nabuwat ki sango shajar,
08:30 aapka sirf Allah mashhood hai,
08:34 sajda gahe haram hai wujood aapka,
08:37 aapka sirf Allah masjood hai,
08:40 aur matloob hi unka maqsood hai, aur maqsood hi unka maujood hai,
08:45 aap saare Rasoolon ke sardar hai, aapka sirf Allah maabood hai.
08:52 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
08:58 zarre ban jaate hai mehro maah noor ke,
09:02 choom lete hai jo unki wo pezar ko,
09:06 unki rahmat hai yaksa sabhi ke liye,
09:10 wo niphate hai har neko badkar ko,
09:14 sabse awal bhi wo, sabse aakhir bhi wo,
09:17 Rab ne mansab diya aisa Sarkar ko,
09:20 baad mein saare nabiyon ke aaye hai wo,
09:24 bakshiwaenge har ek gunahgaar ko,
09:27 har musafir ki karte hai ghamkhaariyan,
09:30 rahmatein baatte hai wo sansar ko.
09:35 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
09:40 banke aaye ujala jahan ke liye,
09:44 aur mitaakar chale dehar ki teer ki,
09:49 jaam mehshar mein kausar ka karke ata,
09:53 doorkar deenge har ek ki tishnaki.
09:58 Apni ummat ki khaatir fikarmand hai,
10:01 har nabi chahata hai bane ummati,
10:04 aashiqun ke dilon ki wo taskeen hai,
10:08 aur muraad har ek sahibe shauk ki,
10:11 haq shanaason ke khurshi dokhawar hai wo,
10:15 salikeen e rahe ishq ki roshni.
10:20 Sahibe Taaj wo, Shahe Miraj wo,
10:27 mushkilon mein giraftar hokar unhe,
10:34 gham ke maare kabhi jo duhai karein,
10:39 nafaah detein hai wo,
10:43 kyunke naafein hai wo,
10:46 aur har ek ki wo mushkil kushahi karein.
10:51 Doorkartein hai beemaaron se har maras,
10:57 aur dushman se bhi wo bharahi karein.
11:01 Pyar, muhta jo muflis se,
11:05 miskeen se, har mukarrab ki wo rahnumai karein,
11:10 jinnon insaan ke sardar donon haram,
11:14 donon qiblon ki wo peshwahi karein.
11:18 Muqtadi, har nabi unka kehlaata hai,
11:22 aur wohi hai imam-e-saf-e-anbiya,
11:25 har saheefa-e-sabik mein zikr unka hai,
11:28 har zabaan par unhi ki hai madhusana,
11:31 the wasila wohi adam-e-paak ka,
11:34 aur khalil-e-khuda ki wohi hai dua,
11:37 duniyao, akhirat ka wasila hai wo,
11:39 rutba qaaba qausain jinko mila,
11:42 duniyao, akhirat ka wasila hai wo,
11:45 rutba qaaba qausain jinko mila,
11:48 donon hi mashriko maghribon ka wo rab,
11:52 hasil unko khitab uske mahboob ka.
11:57 Shah-e-miraj wo, sahib-e-taaj wo,
12:01 wo ataon ki baarish, karam ka sahab,
12:04 barkat-o-rehmat-e-kul zamaana hai wo,
12:07 wo karam, wo karam ki ammi,
12:10 wo karam ki ammi,
12:13 wo karam ki ammi aur sakha ki ammi,
12:16 sab jahano ka, sab jahano ka,
12:19 sara khazana hai wo,
12:22 unke daamaat ka hai laqab-u-turaab,
12:26 aur khaatoon-e-jannat ke baaba hai wo,
12:30 jad-e-amjad hai hasnain ke,
12:33 aur har jinn-o-insaan ke aaka-o-maula hai wo,
12:37 baap Qasim ke,
12:39 bete hai Abdullah ke,
12:42 aur noor-e-ilahi ka hissa hai wo.
12:45 (Reciting)
13:12 (Reciting)
13:40 Jaise haq bhejne ka hai bhejo basat,
13:44 ihtaram-o-muhabbat,
13:46 durood-o-salam.
13:49 (Reciting)
14:08 (Reciting)
Comments