Presenting one more song..... This song is all about unemployment and pain that people feel in the condition when they are not able to full fill their basic needs.
Berozgaar (Unemployed) : Condition of helplessness |Rudraksh ASV| Hindi Rap song
Credits
Artist , Lyrics, Voc. Mix , Master & Video - Rudraksh ASV Prod.- Svn Video Footage- BBC , INTERNET
#BEROJGAR #UNEMPLOYMENT
LYRICS GIVEN BELOW
Mujhko Tum samajh na paoge, sab kuchh Hun Main jaanta Afsane gadhhe Hain tumne, sacchai toh hai lapata Sawal jo maine poochh liya, toh Doge aakhir kya Bata Sab ko khud se fursat nahin, bas batt jaate Hain khamkha
Majbur hun jarur magar, lekin sunne wala Koi nahin Jin se kehta main apna dard, kehte Hain Kismat soyi Hui Parchhai mein ghar ki ban jaaoun, aise sapne mein dekha karoon Jimma kaiyo ki khushiyon ka, bas aansuon mein sameta karoon Main padh likh kar naukari ke, aas mein dar dar bhatku ab Inse se mangu bas Ek chij, vaadon se pet nahin bharta ab Kuchh bol diya to kahte, aur doshi jaisa banate hain Aur jo Sach ke sathi bane, voh aankh moond chale jaate Hain
Haan main berojgar hunX4S
Khwab gadun mein bade bade, par jeb mein footi kodi na Nalayak ladka ho jata, vishad mein jita hamesha Kehne ko toh bade Aziz par, cheez se kam hai mol mera Jo bol do haq ki awaaz, yeh kaan band kar dete hata Yah baath rahe hain tabke mein, aur kahate Hain Ham sabke Hain Ham kam per bas yoon gaur Karen, na chahte Koi lafde Hain Do waqt ki roti khatir, awaaz uthate Hain Ham to Ham Na Koi bade aadami, na hi koi buzdil log To kyon rok rahe humko, jab bhi mang ki aas karo Ham sath mein sabke khade Hain, aur sab par hai vishwas jo Lekin waqt ki ghadiyan, bas kahane se yoon badhati nahin Hamme rojgar to bas kahun, aur prathna hai Koi nahin