follow my channel and like this video.
share this video.
Jihaalaton ke andhere mita ke laut aaya
Main aaj saari kitaabein jala ke laut aaya
Wo ab bhi rail mein baithi sisak rahi hogi
Main apna haath hawa mein hila ke laut aaya
Khabar mili hai ke sona nikal raha hai wahaan
Main jis zameen pe thokar laga ke laut aaya
Wo chaahta tha ke kaasa khareed le mera
Main uske Taj ki keemat laga ke laut aaya
thanks for watching.
Comments