Sanatan Dharma Ki Mahima Ka Shashwat Mahatwa kya Hai #Janiye
Presents by : Sanatan Dharma Foundation Voice and Editing : Dharmesh Shah Written : Shailesh Rajput
Sanatan Dharma kya hai aiye aj hum batate hai,apko sanatan dharma ke baare me batane ki koshish karte hai,bahut se log hindu dharma ko sanatan dharma se alag mante hai,wo kahte hai ki hindu name to videshiyon ne diya hai,pahle iska name sanatan dharma hi tha ,fir kuchh kahte hai ki iska name aryadharma tha,kuchh kahte hai ki nai iska name to vaidik dharma tha ,halaki isme viddwano ke alag alag mat hai , sindhu ghati sabhyata me b iske praman mile hai. details me dekhe video...
Be the first to comment