Madinah Yad Aata ha Wo Gunabd yad ata ha..Beautiful naat by Munsab Khan Lyrics Madina yaad aata hai Lyrics Dare akdas pe haale dil sunana yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai Madine mein jo guzra wo zamana yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Adab se baith kar us gumbade khazra ke saaye mein Nabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Rasulallah ke darbar mein unki muhobbat mein Ye tera rozo shab ka aana jaana yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Awes karn bole maa ijazat dijiye mujko Judaee mein tadapta hun madina yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Mizare fatema pe karbala walon ki yaad aaee Madine waale aaqa ka gharana yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Nabi ke zikr ki mehfil mein aate hi muje Mohsin Madina yaad aata tha Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai