Kari Dhoop Mein Jaltay Paon Ki Tarah Tu Kisi aor k aangan mein hai chahon ki tarah tu to waqif hai mere payar ki sachai se phir kiyon khamosh hai pathar k khudaon ki tarah mein to khushbu ki tarah sath raha hoon tere tu phirta raha be chain hawaon ki tarah woh jo barbaad huvy thay wohi badnaam huvy hein tum to masoom rahay apni adaoon ki tarah gham to yeh hai humen koi khushi raas nahin zindagi kaat rahay hein hum qaid mein milti hui sazaon ki tarah