Skip to playerSkip to main content
  • 9 years ago
10 Moharram K Din Insan Ki
Her DUA,
TAUBA Qubool Hogi,
Q K Is Din Hazrat Aadam
(ALAIHISSALAM) Ki Tauba
Qubool Hui Thi...
Hazrat Moosa (ALAIHISSALAM) Ki Dua
Qubool Hui Thi...
Hazrat Isa (ALAIHISSALAM) Asmän Per
Utha Liye Gaye They,
Hazrat Younis (ALAIHISSALAM) Machhli
K Pait Se Nikäley Gaye The,
Hazrat Muhammad Mustafa (Sallallaho
Alaihe Wasallam) NE FARAAN KI CHOTI
PAR nabuwat ka ailaan isi taareekh ko
kiya.
aur 10 Muharram ko Nooh
ALAIHISSALAM. ki kashti toofan se paar
aayi thi,
isi taareekh ko IBRAHEEM
ALAIHISSALAM. aatishe namrood se
bahar nikle the,
isi taareekh ko AYYUB ALAIHISSALAM.
ko keede se nijaat mili, isi tareekh ko
ISLAAM ko bachane ke liye MERE NABI
KE nawase HAZRAT IMAM HUSSAIN
RADIYALLAHU ANHU. Ne karbala ki
zameen par apne aal ki aur apni
QURBANI di,
aur isi taareekh ko QAYAMAT BHI
AAYEGI....!!!!!!!!!!!!
Isliye Is Din Allah Se Apne
Gunaho Ki Muafi Mangen Or
Jo Dua Mange Mujhe Bhi Plz Shamil
Krlen
Allah Taala Qubul Farmayega.
IN'SHA'ALLAH
NABI KARIM (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne Frmaya : In Mauqon par Foran DUA Mango.., Us Waqt DUA Radd Nahi Hogi, 1. Jab dhoop ma barish ho rhi ho, 2. Jab azaan ho rhi ho, 3. Safer k doran.. 4.Juma ky dn.. 5.Raat ko ankh khuly to us wqt 6.mosibt ky wkt 7.frz nmazon ky bad AAP (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne farmaya: Allah US k chehray ko roshan karay jo hadees Sun k Aagy pohnchata hai." 1)Subhanallah 2)Alhamdulilah 3)AllahuAkbar

Pehle send kardo,

Kyunki jabtak koi yeh MSG Padta Rahega,

Jannat me
Aap ke Naam ka Ped Lagta rahega,

Dont stop
Be the first to comment
Add your comment

Recommended

6:01
Up next
0:12