mery seeny ki dharkan hen meri ankhun k taary hen Hindu Reciting Qasida e Mola Ali as MERY seeny ki darhkan hen meri ankhun k taary hen MERY seeny ki darhkan hen meri ankhun k taary hen sahara be saharun ka nabi k wo dhulary hen samajh kar tum faqat apna unhen taqseem mat karna ALI jitny tumhery hen ALI utny hamary hen falak sy jo utar aya zameen ka wo sitara ha jissy samjha nahen koi khuda ka wo ishara ha NABI noor e khuda ha to ALI noor e NABI samjho ...... na is sy kam ganwara tha na is sy kam ganwara ha... sabaq tum ny muhabat ka har ik insan ko sikhlaya muqadas rasta dy kar deen dunia men phelaya huye qurbaan tum us k ishary par mery maola mery maola ALI MAOLA ALI MAOLA samandar dard ka andar mager men pee nahen sakta lagy hun laakh pehry par labun ko see nahen sakta ALI walo ALI k ishq ki ye dastan sunn lo ager ali ka zikar na ho to ye banda jee nahen sakta
Be the first to comment