Singer: Naheed Akhtar.. Creted By:Poonam Shah.(Tanhaiii) Tamam umar tujhe zindagi ka pyar mile, Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile Tamam Umar tujhe'... Meri dua hai khhile phool teri raho mein.. Kate khayat tere rahto ke saaye mein Kadam kadam pe tujhe mausame bahar mile.. Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile' tamam umar tujhe..zindagi ka pyar mile..khili ho teri tammana kisi kamal ki tarah sajaye tujko labo par koyi gazal ki tarah tujhe kisi wafao ka aitbaar mille.. Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile' tamam umar tujhe..zindagi ka pyar mile..khuda kare ki ye din tujko baar baar mile. tamam umar tujhe zindagi ka pyar mile Zindgi ka pyar mile..(Tanhaiii)
Be the first to comment