zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain zindagi mein to sabhi pyar kiya kartay hain mein to mar kar bhi meri jaan tujhay chahoon gaa...
tu mila hai to yeh ehsaas huwa hai mujh ko yeh meri umr mohobat kay liyee thordi hai ek zara sa gham dowraan ka bhi haq hai jis par main nay wo sans bhi teray liyee rakh chordi hai tujh pay ho jaoon ga qurban tujhay chahoon gaa…
apnay jazbat mein naghmat rachanay kay liyee main nay dharkan ki tarha dil mein basaya hai tujhay mein tasawwur bhi judayee ka bhala kaisay karoon mein nay kismat ki lakeroon say churaya hai tujhay pyar ka ban nigehban tujhay chahoon gaa…
teri har Chaap say jaltay hain khayaloon mein chiragh jab bhi tu ayee jagata huwa jadoo ayee tujh ko choo loon to phir ayee janay tamanna mujh ko Der tak apnay badan say teri khushbu ayee tu baharoon ka hai unwan tujhay chahoon gaa…
Be the first to comment