11:09Kya jaatein aap, mohabbat nahi na rahi hai aapko mujhse
11:15Aaj suno yeh na heer ranja ka daur nahi hai, aap jo hai na shaadi, mohabbat, rafakat sab conditional hota hai
11:21Kya achievement hai tumhari life mein, apni pasant ki lawn ka joda paen liya, favourite film dekhli, mujhse shaadi karli bas
11:28Aaj kal tumhe cooking ka obsession hua hua hai, sabzi ki biryani bana lo, corn pizza tumhari sabse baddi achievement hai
11:34Main nahi rahe sakta tumhare saath, aur tum mohabbat ki baatein karte ho
11:37Lassan pyaas ki badbu samayi hua hai tumhare wajood mein, saath nahi leh paata main
11:51I know tum hiraan ho rahi hogi, main tumhari tarif kar raha hu
11:58Iss se pehle kabhi tumhari tarif nahi ki, maine compliments dene nahi aate, mujhe thoda introvert hu, izhaar ka tariqa nahi aate
12:08Tarif aur mohabbat karni nahi aate aapko, lekin apne jazbaat, apne baaki ke aisaasaat, bahut bahubi batate the aap
12:22Tumhari shikaayt jais hai aap, aur iss tarah naraaz ho ke ghar chhodna bhi justified hai
12:28Maine tumhe sahi tarah se treat nahi kiya hai, lekin ab tumhe manane aaya hu main
12:33Aap mujhe manane nahi aaya hai, aunty ke kehne pe aap aaya hai manane
12:38Mujhe, mujhe kisi ne kuch nahi kaha hai, main khud yeh chahata hoon ke main ek aur mokaat hoon, khud ko, tumhe iss rishte ko, aur main kar sakta hoon, kyu na karon
12:49Main, main chalungi aapke saath
13:02Vaise, tumhara ghar chhod ke jaana mujhe achha nahi laga, lekin maine kuch kehna munasab nahi samjha hai
13:16Main dekho, main samjhti hoon, ke miya bibi ko apne maamla khud handle karne chahiye
13:21Lekin iss baat ka mujhe yaqeen tha, ke jald yeh der, toh apne ghar wapas zaroor aa jogi
13:27Bas aunty, halaat hi kuch aise the
13:32Aur phir meri itni insult ho chuki thi, ke mujhe ghar chhodna hi munasab lage
13:41Uska faida bhi toh tumhe hua, wo kaise?
13:49Bhai, itni successful chef ban gayi ho, balke brand ban gayi ho, ghar se gayi toh hua na
13:57Vaise, itna brilliant idea aaya kaise?
14:02Survival insaan ko sab sikha diti hai aunty
14:07Hmm, yeh toh sajh baat hai.
14:11Lekin toh main ek baat batao, Saad tumhe bahut yaad karta tha
14:15Kai baar usne musse kaha, ke main tumse baat karoon, tumhe ghar wapas aane ke liye kahoon
14:21Waqal?
14:23Haan haan, main toh usko itna sunaati thi, toh usne tumhaye saath rawayya kaisa rakha tha
14:28Itni takleev di tumhe, itna dukhi banaya, aur jab tumh jaari toh tumhe roka tak nahi
14:34Lekin tumhne toh koi mushkil mein usko dala hi nahi, foran uski baat maan gayi