Azadari Imam Hussain (A.S) Islam ki rooh hai. Yeh zulm ke khilaf awaz, haq ke liye qurbani aur insaniyat ka paigham hai. Karbala ki yaad aur uske shuhada ka gham humein sabr, wafadari aur haq par qaim rehna sikhata hai. Azadari zinda hai, kyunke Hussainiyat zinda hai