Azan ki awaz, jhingur ki awaz, aur Tamas River ka shant pani ❤️🕌

Jawa Village, Rewa me shaam ke time jab Azan hoti hai to peeche se jhingur ki awaz aati hai, yehi asli gaon ka sukoon hai.

Headphone laga kar suno, dil khush ho jayega 🤲
Aapke gaon me bhi aisi awaz aati hai? Comment me gaon ka naam likho 👇

📍 Tamas River, Jawa, Rewa, MP
#azan #jhingur #tamasriver #jawavillage #rewa #villagevibes #sukoon #islamicshorts #shorts #nature

Category

🏖
Travel

Recommended