Skip to playerSkip to main content
  • 23 hours ago
Dekhiye "Ajnabi Rishta" ka Episode 3, jo ek twist, romance aur suspense se bhari love story hai. Is episode mein dekhiye Gaon Ki Haya (Sohaye) ki UK mein nai zindagi ka aaghaz. Mehak usay apne ghar le aati hai aur Sohaye dheere dheere naye mahaul mein ghulna milna shuru kar deti hai.
​Dusri taraf Haris aur Azan, Mehak ke ghar aane ki tayyari kar rahe hain. Kya Haris aur Sohaye aamne saamne aa jayenge? Ya qismat un dono ko phir juda kar degi? Is dilchasp kahani ko end tak zaroor dekhein, video ko like karein aur mazeed episodes ke liye humare channel ko follow karna na bhoolein!

Ajnabi Rishta Episode 3, Gaon Ki Haya Ki UK Mein Nai Zindagi, Haris se pehli mulaqat qareeb, Sohaye aur Haris, Pakistani drama 2026, Urdu love story, Suspense drama urdu, Alfaaz Diaries, New urdu drama, Mehak aur Azan, UK entry twist, Emotional story, Forced marriage drama

Category

🎈
Fun
Transcript
00:00वैसे तुम्हारा नाम क्या है?
00:03सुहाई, घर वाले प्यार से मुझे हया कहते थे.
00:06ठीक है, मैं तुम्हें सुहाई ही बुलाऊंगी.
00:10ये लो, ये कपड़े बदल लो.
00:12नहीं, मैं ऐसे कपड़े नहीं पहनती.
00:15अगर यहीं पहने रखोगी, तो ठन लग जाएगी.
00:19सुहाई, तुम्हें खाना बनाना आता है?
00:21जी, आता है.
00:23रेली? फिर आज कुछ अच्छा सा बना दो, मेरे दोस्त आ रहे हैं.
00:28हैरी, अभी तक सो रहा है?
00:30तु क्या हुआ? तु भूल गया? आज महक से मिलने जाना है.
00:34ओ हाँ! चल, काफी पी कर निकलते हैं.
00:37सुहाई, क्या बना रही हो? बड़ी अच्छी खुश्बू आ रही है.
00:41बिर्यानी, शामी कबाब और दम कीमा. वाह! आज तो दावत हो जाएगी.
00:48हेलो, कैसी हो?
00:49मैं ठीक हूँ, तुम दोनों सुनाओ.
00:51बहुत दिन लगा दिया पाकिस्तान में.
00:53हाँ यार, काम ही ऐसा था. आओ अंदर आजो.
Comments
Alfaaz Diaries
Creator
Kya qismat dono ko mila degi ya phir juda karegi? 🥺🥀

Recommended