Skip to playerSkip to main content
₹250 ki Dhaba Special Thali 😍

Is video mein maine dhaba par milne wali ek full special thali dikhayi hai jismein desi swaad aur zabardast variety milti hai 🤤

Is thali mein shamil hai:
• Desi ghee wali Dal Fry
• Matar Paneer
• Gehun ki Tandoori Roti (desi ghee lagi hui)
• Besan ki Missi Roti (pyaj, dhaniya, lahsun aur jeera ke saath)
• Jeera Rice
• Aalu-Parwal ki sukhi bhujiya
• Papad
• Salad (pyaj) & Achar
• Sweet mein chhene ki mithai

Agar aapko dhaba style khana pasand hai to ye thali zaroor try karein ❤️

Video pasand aaye to Like 👍 aur Follow karna na bhulein!

#DhabaStyle #SpecialThali #IndianFood #StreetFood #FoodVlog #ShanuJourney

Category

🏖
Travel
Transcript
00:00देखे भाई संदूरी रोठी पड़ गई और पापड पड़ गया अब देखे ठाली कंप्लीट हो गई अपनी देख रहे हैं
00:06पापड पड़ता हुआ ये भाई उठाओ
Comments

Recommended