Skip to playerSkip to main content
Aaj 2 Ramzan ka pehla Jumma hai – rehmat aur barkat se bhara hua. Is mubarak din par Qari Sohaib Ahmed Meer Muhammadi Jumma ki sab se afzal tasbeeh aur wazifa bayan kar rahe hain. Agar aap ye tasbeeh parh lein to Allah Ta’ala rizq aur barkat ke darwaze khol deta hai. Is barkat bhare amal ko aaj hi apnaein aur apni zindagi mein farq mehsoos karein. Video ko share karein taake dusre log bhi is fazilat ka faida uthayein.

#ramzan #jumma #jumma2026 #ramzan2026 #tasbeeh #wazifa #rizq #barkat #islamicvideo #qari #qarisohaibahmedmeermuhammadi #islamicreminder #muslim #dua #islamicbayan #viralvideo #fridayblessings #ramzanfriday #jummakifazilat #ramzanwisdom

Category

📚
Learning
Comments

Recommended