Listen to the timeless classic "Haye Haye Yeh Majboori" from the iconic 1974 film Roti Kapda Aur Makaan. This soulful song, sung by the legendary Lata Mangeshkar, beautifully expresses the pain of love and the helplessness of the heart, featuring stellar performances by Manoj Kumar and Zeenat Aman.
Roti Kapda Aur Makaan, directed by Manoj Kumar, explores themes of societal struggles, personal sacrifice, and love. With its mesmerizing music by Laxmikant Pyarelal and heartfelt lyrics by Verma Malik, this song remains an unforgettable piece of Bollywood music history.
Are haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri Mujhe pal pal hai tadpaye Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri Mujhe pal pal hai tadpaye Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa saavan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri
Kitane sawan bit gaye Kitane sawan bit gaye, baithi hu aas lagaye Kis sawan me mile sajanwa, woh sawan kab aaye kab aaye Madhur milan ka yeh sawan hatho se nikla jaye Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa savan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri Mujhe pal pal hai tadpaye Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri
Prem kaa aisa bandhan hai Prem kaa aisa bandhan hai jo bandh ke phir naa tute Are naukari kaa hai kya bharosa, aaj mile kal chhute, kal chhute
Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri Mujhe pal pal hai tadpaye Teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re Haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri
💔 Immerse yourself in the poignant emotion of this beautiful song and relive the magic of Roti Kapda Aur Makaan.