00:00Eid ka doosr din bhi non-stop masti, Karachi, Lahore, Peshawar, Multan, Faisalabad ki tapti
00:08gahon mein bachon ke saath badon ka bhi halla gulla, bachon ne jeed bhar kar eidi luta di,
00:13bharpoor masti ke saath ice cream aur gol gappon par bhi haath saaf kar rahe hain, eid ka
00:18doosr din yaadgaar bana rahe hain, kotli mein bachon ne ghur sawari ke maze liye, karachi
00:23wale eid ka lukt uthane sea view pohnch gaye, bajod ke rakhan dam par seher ke liye aane
00:28walon ka rash lag gaya, kasti rani ke maze liye, kotli mein bachon ne ghur sawari ke maze
00:33liye, logon ki badi taada thatta ki tarikhi shahjahan masjid dekhne ke liye pohnch gayi.
00:38Meethi Eid ke doosre roz, kalke mezbaan, aaj ke mehman, lazeez khanon ki tayyari, mehmanon
00:58ki mutton, karahi aur beef biryani se tawazo, chicken tikka ki bhi tayyari, eid par riwayati
01:04ke maang bhi bad gayi, eid ka doosr din yawm-e-susraal kailata hai, bachhe naniyaal
01:09mein eidi wasool kar rahe hain, jabki anwaar-e-iksaam ki khanon ka silsila bhi jaari hai.
01:34Bani PTI se mulaqat ka din, Bani se mulaqat ke liye naam zarf coordinator Salman Akram Raja
01:39aur Shoaib Shaheen ko mulaqat ki ijazat na mili, Bani PTI se Azam Swati, Mubashir Maqsood,
01:44Nadia Khattak ki mulaqat khatam, Azam Swati ne media se guftagon mein kaha, Bani ko bataya,
01:49Salman Akram Raja, aapka sawda nahi karega, Mansehra ki corruption ka mawamla uthaya,
01:54Bani ne hidayat ki, jo neerat par ki ki gayi taanayatiyon ko fori baapis kiya jaye, Punjab
01:59ke mawamlaat par bhi Bani ko brief kiya, Salman Akram Raja kehte hi ki kaise ho sakta hai,
02:04maine naam diye lekin mujhe ijazat nahi mili, Azam Khan Swati ki baat par Arjun-e-Akbar
02:08se baat karunga, party mein koi ladaai nahi, chhote-mote mawamlaat chalte rehte hi.
02:13Muzik
02:25Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka Governor Sindh, Kamran Tesori aur Governor Khyber Pakhtunkhwa,
02:30Faisal Kareem Kundi se raapta, Eid ki mubarak baat di. Wazir-e-Azam ka dono
02:35sumo ki awam ke liye naik khwaishaat ka izhar. Governor Sindh se guftagon mein Wazir-e-Azam ka
02:39kehna tha, Sindh ki tarakhi se hi Pakistan ki tarakhi jodi hai. Sindh ki awam ki falah-o-bahbood
02:45hukumati tadjihad ka hisa hai. Governor Khyber Pakhtunkhwa, Faisal Kareem Kundi ne kaha,
02:49subah ke awam wifaat ke saath milkar, tarakhi aur khushali ke liye purahzam hai. Wazir-e-Azam
02:55ne Governor Punjab, Sardar Salim Haider aur Governor Gilgit Baltistan aur Wazir-e-Azam
02:59Azad Kashmir ko bhi phone par Eid ki mubarak baat di.
03:02Muzik
03:08Wazir-e-Ala KP ne Pan Bijli ke manafah ke hasoon ke liye Wazir-e-Azam ko khat likh diya. Ali
03:13Amin Gandapur ne likha ayaan ke mutaabik Pan Bijli gharon se hasal manafah mutaalika subon ko
03:18milna hai. Adai gaya na hone se KP ke 75 Arab rupay ke baaj-e-baat jamaah ko gaye. KP hukumat
03:24ko darpesh maali bahuran ke peshe nazar, masale ke fauli hal ki zaroorat hai. Aayat out of the box
03:30committee ka ijlaas jal bulaane ke liye Planning Commission ko ehkamat diye jaye. Umeed hai Wazir-e-Azam
03:35KP abaam ko aayini aur kaanuni hukum dilane mein qirdar aga karegi.
03:38Muzik
03:52Wizaaki Wazir-e-Daqta Moose Nafi ki shaheen Captain Muhammad Ali Qureshi ke ahle khana se
03:57mulaqaar. Yeh saal-e-sawab ke liye dua ki aur shaheed captain ko khirajiyah qeedat pesh kiya.
04:02Walida bete ko yaad karte hui aap dida ho gayi. Wazir-e-Daqta ne dilasa diya. Moose Nafi ka kehna
04:07tha qaum Muhammad Ali Qureshi ki laa sawal qurbani ko hamesha yaad rakhegi. Shaheed ki
04:12masoom beti baap ki tasfeer chumti rahi aur walid ko milne wala medal gale mein daal liya.
04:17Wizaaki Wazir Bilal Azhar ki aani ki jahalam ne Captain Hassan-e-Nakhtar shaheed ke ghar aamad
04:22ahle khana se mulaqaar ki. Bilal Azhar ne kaha Pakistan humare paas ek tohpa hai
04:27jo jawano ki qurbaniyon se salamat hai.
04:41Eid ho ya jang, Pak Fauj ke bahadur sukoot hamesha watan ke khidmat ke liye tayyar hai.
04:46Eid par shahada ke lawahi ki inka khususi pehgaan,
04:49Naik Irfan Shaheed ke walid kahte hain bete ke bagayr Eid adhoori hai.
04:53Sipahi Nadeem Abbas ke walid ne kaha bete ki shahadat par fakhr hai,
04:57mul ke muhafizon ko salaam pesh karta. Sipahi Aamir Shaheed ki bewa ne kaha
05:01Pakistan ki betiyan apne pyaaron ke qurbani se nahin hej ke jaata.
05:11Wazir-e-Aala Sindh Murad Ali Shah ka surabh goth pe Rangers Ahlikaar ki shahadat par afsoos
05:16ka idhaar, IG Sindh aur DG Rangers se waqe ki tafsilaan talak kar liye.
05:20Kaatilon ko fori girevtaar karne ka hukum. Wazir-e-Aala Sindh ka kehna tha,
05:24hum normaan par samjhauta nahin kar sakte. Jaraein pesha apraat ko kaif-re-kirdaar tak pahunchaayenge.
05:37Governor Sindh Kamran Tissori ki Malir hall par tanker harise mein jawab haq family ke ghar
05:41aamak, lawahi keen se taaziyat ki. Kaha dukhi dil ke saath Zainab ke walid se taaziyat ke liye aaya.
05:47Humein har platform par Sogawaran ki awaaz banna hoga. Zainab ke lawahi keen ko plot dene ka ayaan
05:52kiya. Koshish hogi 2 crore rupiah bhi dilwa sake.
05:58Tandoor-e-Aala yaan Nasir-e-Kanal haadse mein jawab haq 4-9 jawano me se 3 ki nawaz-e-janaaza
06:03North Karachi mein ada kar di gayi. Ek saath 3 janaaze utne par ilaake ki fiza Sogwar,
06:08Abdul Ahad aur uske 3 doston ki car tez draftari ke waaz Nasir-e-Kanal mein gir gayi thi.
06:13Abdul Ahad doston ke hamra rishtedaron se milne pe Mirpur Khas ja raha tha.
06:18Kabirwala ke kareeb naqtoobpur interchange ke kareeb tez raftar van ki takkar se 3
06:30motorcycle sawaad jaan bahag, 2 khawateen aur ek bacha shamil. Ek shak sakhi ho gaya.
06:35Van driver faraad, laashe hospital mein takil.
06:38Filmi andaaz mein daketi ki waarda, daakon-e-I-9 mein mobile sheene ke dauran mazaamat par
06:43shehri ko goli maar di. Faraad hone lage to motorcycle mein petrol khatam ho gaya.
06:48Daakon-e-Faizabad par motorcycle chhodi aur doosri jaanab se aane wale shehri se
06:52motorcycle cheene li aur faraad ho gaye.
07:05Wazir-e-Azam ki hidayat par Myanmar ke Zazala mutasreen ke liye imdaadi saamaan ki badi
07:09kheib ki rawangi. 35 ton imdaadi saamaan mein khayme, kambal, adhiyat, khaana aur paani shamil
07:15hai. Tariq Fazal Chaudhry kehte hain 35 ton ki doosri kheib bhi jalt rawana ki jayegi.
07:20Myanmar ke sapeed mein ikdamaat par hukumat-e-Pakistan aur nawam ka shukriya da kiya.
07:27Makhbooz-e-Kashmir mein Bharat ki riyasati dehshat gardi.
07:31Kathua mein Bharati forces ne mazeed-e-Kashmiri naujawan ko shaheed kar diya.
07:35Kashmir media service ke mutaabe qaabaz Bharati forces ne mahasre-e-Qiyar mein
07:39naujawan ko shaheed kiya. Bharati forces ne march mein 5 Kashmiris ko shaheed kiya.
08:06Hamas ko hum log ki hidayat dene wale Hezbollah ki rukun ko nishana banaya.
08:10Nabatiyah mein Hezbollah ki kai zir-e-zameen taamirat ko tabah kiya gaya.
08:35Ameriki Mehkma-e-Kharja Tammy Bruce kehti hain,
08:38Trump interzamiya tamam faisle Ameriki awam ki umangon ki mutaabik kar rahi hain.
08:42Ghazza ki surat-e-hal ki zammaydaar Hamas hain.
08:45Bharat ko tashfeeshnak mulko ki fahris mein shamal karne
08:48aur Bharati khufi agency par pawandhi ki sifarish ke sawal par kaha.
08:51Sifarati sata par hone wale muzaakirat par koi baat nahi karo.
08:55Ameriki Sadr Donald Trump kahl tariff plan ka alaan karenge.
09:08Tarjumaan White House Caroline Leavitt kehti hain,
09:10tariff plan mulko nukhsan pahunchane wale ghair munsifana tijarati tariqon ko khatam kar dega.
09:15Sadr Trump mutabadil tariff ka alaan kar sakte hain.
09:18Doosre mulko ke zaay tariff Amerikiyon ke liye ghair munsifana hain.
09:22Amerika ko bhi ussi hisaab se tariff wasoor karna chahiye.
10:22India Arab Emirate mein yahudi rabi ke ighwa aur patil mein mulawas teen mujrimon ko bhaansi
10:27aur ek omer qaid suna di gayi.
10:29Israeli shehri Abu Dhabi mein grocery store chalata tha
10:32aur yahudi community Chabad ka mutaharik rukmi tha.
10:35Khatilon ka taluk Uzbekistan se hain.
10:41Trump intazamiya ne Junub-e-Afrika ke sifat farm shehriyon ko
10:44bataur muhajireen Amerika mein basane ke mansoobe par kaam shuru kar diya.
10:48Mission South Africa ke naam se program ka awaaz.
10:51New York Times ka kehna hain ab tak 8000 se zayad sifat farm Afrikiyon ki
10:54darkhasanon par ghaur kiya jaa chuka hain.
11:07France mein daibazo se taluk raknewali opposition leader Marine Le Pen ko
11:115 saal ke liye siyasi ahudeh ke liye na ahal karar de diya gaya.
11:15Adalat ne Marine Le Pen ko European Union ke ikhrajaat mein
11:18Gabon ke ilzaam mein 4 saal qaid bhi suna di.
11:20Ek lakh Euro jurmaana bhi ada karna hoga.
11:23Kaume team ke opening batter Imamul Haq New Zealand ke khilaf
11:26seedis jeetne ki rekorazam kehte hain team bahot achi hai.
11:29Pehla match haar gaye dekin agle do match jeet sakte hain.
11:32Champions Trophy mein jo hua usko gulkar come back ki kaushish ka rahi hain.
11:36Practice bhi ki hain agle matches mein team behtar perform karegi.
11:47PCB ka special edge show Khawateen Cricketers ki shirta.
11:50Alia Riaz ne kaha shadi ke baad pehli Eid hai lekin zyada tabdiri nahi aayi.
11:54Bas zimmedaariyaan badh gayi hain.
11:55Diana Vague ne kaha mera Gilgit se taluk hai.
11:57Eid par ghar nahi jaa paati.
11:59Zyadatar Eid tour aur camps mein hi guzarti hai.
12:02Sadia Iqbal aur Aroob Shah ne bhi Eid se mutaalik dilchas baate batayin.
12:06Pakistan aur New Zealand ke team mein kal doose Wande mein madhya maqabal aayengi.
12:24Aham match se pehle Pakistani khiladiyon ki practice, batting, bowling aur fielding ki
12:28maashakti, series bachane ke liye Pakistan ke liye doosa match jeetna zaruri hai.
12:33Match se pehle Kiwi team ko dhachka, Mark Chapman Pakistan ke khilaf doosre Wande se
12:38bahar ho gaye.
12:39Dono teamon ke darmayan match Pakistani waqt ke mutaawik raat 3 bhaje shuru hoga.
12:46Eid ki khushiyon ke rang ARY News ke sang.
12:49Eid ke teenon din mauj.
12:51Masti se bharpoor program, siyasi aur mausiqi ka tadka liye nazareen ka pasandida program
12:56Hoshiyaariyaan Eid ke teenon din, saabik kaptaan Sir Faraz bane Baakhabar Savera Eid special
13:01ke mehman, Adi ke mastiyan Eid par bhi hongi non-stop.
13:04Doosar din program Eid hangama mein Hoshiyaariyaan, Mehman bane, Drama, Nigar, Khalil-ur-Rehman,
13:10Qamar, Mazahia, Mushaira, Shafaat Ali, Mustafa Chaudhary ke saab, program khabar mein Shoaib
13:15Malik aur Dr. Nauman Niaz ki Pakistan cricket ki surat-e-haal par guftagoon.
13:19Toh Eid ke teenon din jodhe rahiye, ARY News ke sang.
13:31Eid Mubarak, Eid Mubarak, Eid Mubarak.