Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Ilim o Amal - Episode 22 | Naimat e Iftar | 23 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
Follow
5 months ago
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Alhamdulillahi Rabbil Aalameen, wa laaqebatu lil mutaqeen, wa salatu wa salamu ala Rasoolihin
00:28
nabiyyul kareem, amma ba'd, fa a'uzu billahi minash shaitanir rajeem, bismillahirrahmanirraheem,
00:36
wa zakir fa inna zikratan fa'ul mu'mineen, sadaqallahu maulana l-azeem, ARYQ TV ki muazzas
00:46
nazireeno nazirat, program ilm o amal ki taht, aaj hamara mauzoo hai, khidmat-e-khalq ki
00:56
faza'il, Allah ki makhlooq ki khidmat, ik khaliq hai, uski makhlooq hai, wo maalik hai,
01:10
yu uske banday hai, aur agar ham is jumla ki ibtada in lafzo se kar lein, ki tariqat
01:21
bajuz khidmat-e-khalq naist, batasbih-o-sajjada-o-dalak naist, tariqat saari ki saari khidmat-e-khalq
01:34
hai, Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ki andar besmar muqamat par, Allah ki makhlooq ki
01:42
khidmat ke diye, Allah Rabbul Izzat ne bando ko tambeeh firmai hai, bando ko hukam firmai
01:49
hai, ahadith-e-mubarakah ki andar, Sarkar-e-Duaalam Sallallahu Alaihi Wasallam ne, logon ki khidmat
01:59
makhlooq ko khana khilana, kisi ko paani pilana, kisi tangdast ki tangdasti ko doorkarna, kisi
02:08
ki masaail ko doorkar dena, is par zor diya gaya hai, aur aaj ka ye khanqahi nizam, main
02:16
yeh samajhta hun, ki khanqahi nizam, ik trust ki hasiyat rakhta hai, ki jahan logon ki,
02:24
is tariqah se, is andaaz me khidmat ki jati hai, ki wahan bemaaron, parishan haalon, tangdaston
02:32
ki tangdasti, bimaari, Allah ki huzoor dua karne se, uski shifaayabi chahne se, talab
02:40
ki jati hai, aur uske saath saath, un logon ke liye dastarkhan bechaya jata hai, un logon
02:47
ke gareeb, miskeen logon ke, yateem, bachiyon ki shadiyon ki intizamat ki jati hai, aur
02:54
yeh tamaam cheezein khidmat-e-khalq mein aati hai, khalaq ki jitni marzi ibadat karo, khalaq
03:02
ki riyazat mein mishgool raho, khalaq ke saath apne maamlaat durst rakho, aur makhlooq
03:08
ke saath theek na hoon, huzoor alaihis salaatu was salaam ne firmaaya, makhlooq Allah ka
03:14
kunba hai, ji, Allah razi tab hota hai, jab uske kunbe ke saath muhabbat ki jaye, unke
03:21
saath ikhlaaq rakha jaye, un par nimto ki farawaani ko aam kiya jaye, hadith-e-mubarakah
03:28
mein aata hai, huzoor alaihis salaatu was salaam irshaar firmaate hain, qurbaan jaoon,
03:33
aur iske ilawa, soora-e-baqraan ke andar quran-e-wajeed mein yeh baat maujood hai, khalq-e-lum-yazal,
03:41
banday se poochega, banday, main beemaar hua, tune meri ayaadat nahi ki, maine tujhse khaana
03:50
maanga, tune khaana nahi diya, mujhe pyaas lagi, tune paani nahi palaya, banda arz karega,
03:59
tu be-niyaaz hai, tujhe khaana khilana, tujhe paani pilana, tujhe pyaas ka lagana, tera beemaar
04:06
hona, khalq-e-alum firmaega, haan, mera banda beemaar tha, tune uske ayaadat hi nahi ki,
04:14
mere bande ko bhoog lagi thi, tere paas raha, tune usse khaana hi nahi diya,
04:20
mere bande pyaas se marte rahe, tune ke paani ki intizaam hi nahi kar saka,
04:24
mere bande tune se sawaal karte rahe, aur tune apne gumand, ghuroor, takabbar aur akad mein raha,
04:32
Allah-o-Akbar, Allah ke pyaar-e-nabi, Hazrat-e-Sayyidina Moosa Kaleemullah ala Nabiyyina
04:38
alaihissalatu-ussalam, arz kuna hote hain bargah-e-lam ya zalm-e, khalaq-e-alum,
04:44
paak-parwardigar-e-alum, ya qazi-al-haajat, ya musabib-al-asbaab, ya raaf-e-ad-darajat,
04:50
ya daaf-e-al-baliyat, ay be-niyaaz khaliq,
04:54
parashaani band gayi hai, is par main kya karoon, Rabbe ko doos ne irshaad firmaaya,
05:00
pyaar-e-Moosa, paak zubaano se dua karwaya karoon, ya Allah, ay mere maalik, main kisse
05:08
poochun teri zubaan paak hai, aur kisse poochun teri zubaan paak nahi hai,
05:13
niya jagda chal uthega, to firmaaya gaya, pyaar-e-Moosa, dastar khaan ko wasi kar do,
05:20
logon ko khaana khilaya karo, logon ki khidmat mein raha karo, wahan paak zubaano wale bhi
05:26
baithenge, gunaygaar bhi baithenge, naik bhi baithenge, koi aisi zubaan to hogi jo tumare
05:32
liye dua kar diga, isliye nazareen, yis amal ko aaj khaankaahon pe rakha gaya,
05:41
aur khaankaahi nizam trust hone ki wajah bhi yahi hai, ki logon ko khaana to khilaya jata hai,
05:47
wahan koi baradari, koi nasab, koi hasab nahi poocha jata, koi rishtadari nahi poochi jati,
05:53
mere Qibla-e-Aalam Tajdaar-e-Sahuchak Shareef Rahmat-ur-Rehman, aapke aasthana-e-naaz par,
06:00
uss daur se jab aap yahaan tashreef laa-e-Sahuchak mein, chunki aap Jammu se,
06:05
jo hai, zila Narwal ki ek basti, Hazrat-e-Ameer-e-Millat ka ghaun, Alipur-e-Saheedan-e-Shareef,
06:14
aap wahan tashreef laa-e, aur Hazrat-e-Ameer-e-Millat, Sanoshi-e-Paak-o-Hind,
06:18
Hafiz Pir Syed Jamaat Ali Shah Sahib, Muhaddas-e-Alipuri Rahmatullah-e-Taala lai ke saath,
06:23
shab-o-roz, bataali saal, forty-two years guzaare aapne, aur phir Alipur-e-Saheedan-e-Shareef se
06:31
migrate ho kar Sahuchak-e-Shareef mein tashreef laa-e, to us wakar se lekar aaj tak, aur aayinda
06:37
bhi, wah ek dastarkhan bichaya gaya, ke subho se lekar shaam tak, aur raat baar jo bhi aaye,
06:43
usko khaana pesh kiye jaye, naa hasab poocha jaye, naa nasab poocha jaye, naa baradri poocha jaye,
06:48
naa ghaun poocha jaye, naa shahar poocha jaye, naa uski ameeri dekhi jaye, naa uski ghurbat dekhi
06:53
jaye, Allah ke banday samajh kar unki khidmat ki jaye, kyunki banday to Allah ke hai,
06:58
naa, chunki kunba hai, makhloog ko Allah ke kunba karar diya gaya hai, to yeh Allah
07:04
ke kunba hai, to Allah ke banday hai, to hum Allah ke bandon se pyaar karte hain, kyun,
07:09
kyunki yeh Allah ke banday hain, main uska banda banunga, jis yeh Allah ke bandon se pyaar hoga,
07:17
to khidmat-e-khalaq ek azeem wazifa hai, ibadat mein aata hai yeh, aap kahenge ajeeb baat hai,
07:25
ibadat to hai, namaz padna, rooda rakhna, zakat dena, haj karna, wo bhi ibadat hai,
07:31
lekin un ibadat ke saath saath, jab hum khidmat-e-khalaq ke is amal ko jari rakhte hain,
07:37
logon ke saath muhabbat karte hain, tum logon ke liye aasaniyat peyda karo,
07:40
Allah tumare liye aasaniyat peyda firma dega, tum logon ke dukhon me shaamil ho jao,
07:45
Allah tumare dukhon ko mita deta hai, tum logon pe apni ne'maton ka asraf shuru kar do,
07:51
Allah tum par ne'maton ki kasnat kar deta hai, aaj hum apni zaruriyaat ke liye,
07:57
sirf apni zindagi ke liye guzaarte hain, achha libaas, achha khaan peen, achha rehn sehn,
08:02
apni zaad ke liye, lekin jo log doosron ke liye karte hain, Allah Rabbul Izzat un ke liye firmaata
08:08
hain, un ke liye intizamat ghaib ke khazanon se hote hain, kyun, mere qibla Allah firmaaya
08:15
karte hain, ki khidmat yeh nahi hain, ki koi aapko pooche, sawal kare, kahe, toh fir khidmat
08:22
hain, khidmat wo hain, ki aapko maloom ho, Allah se wo faham maange, Allah se wo adraak
08:28
maange, ki unki khidmat hoti rahein, usko saail ko dekhe, Sheikh Hissadi ne firmaaya hain,
08:34
sakhi wo nahi hain, ki jiski baarga mein sawal kiye jaye, sakhi wo hain, ki jo saail ko dekhte
08:42
hi uski zaruriyat ko poora karte hain, toh isliye, khidmat-e-khalq, makhlook ki khidmat,
08:49
sirf maali, accha ek aur baat hain, sirf maali khidmat karte hain, nahi, ikhlaak bhi khidmat
08:57
hain, unki zaruriyat-e-zindagi poora karna bhi khidmat hain, accha bolna bhi khidmat hain,
09:05
apne saath gareeb logon ko bitha lena ye bhi khidmat hain, ussi dastarkhana pe khud khaana,
09:11
ussi pe unko khilana ye bhi khidmat hain, zaruriyat-e-zindagi parda daari ke saath,
09:19
aaj ke daur mein, ek bahot bada zulm hain, ek jisko azaar, do azaar, das azaar diye ja rahein,
09:28
aur das camera uski tasveer kashi kar rahein, hum Allah ke liye kar rahein, Allah ko de rahein,
09:39
das rupay kharj karte hain, uss par das martaba ilan karte hain,
09:43
uss waqt tak masjid mein hum khidmat nahi bhejte, jab tak hamara ilan na ho,
09:48
jamia ke andar, madaris ke andar, uss waqt tak hum, jo hai chanda jama nahi karwate,
09:58
jab tak hame wahan se slip na mil jaye, taake record rahein, ye record hamare khatam ho jaane
10:06
wale hain, record kaim karna hain, to uski barga mein karein, jo wahda hu la shirik humare dilon
10:12
ke raaz jaanta hain, khudawandek ko doos ne firmaaya, ye tumhara khaal, ye gosht, posht dena,
10:19
ye nahi poshta mujhe, ya Allah tujhe kya poshta hain, firmaaya tumhara husn-e-niyyat,
10:24
tumhara ikhlaaq, tumhara dil ki jo niyyat hain, tumhara jo irada hain, wo mujh tak poshta hain,
10:32
to nazreen-e-kiraam isliye khidmat-e-khalaq mein, kisi ke bachay ko taaleem dena,
10:38
kisi ki beti ko jahez dena, aur isni pardaadari ke saath, hadees-e-mubarakah mein ahte hain,
10:47
daayin haan se dete ho, to baayin ko khabar tak na ho, is muhabbat ke saath, aur fir usper uske
10:54
ihsaanaat ko nahi jitlana, khidmat mein ye bhi baat zaruri hain, khidmat-e-khalaq ye bhi hain,
11:01
ki apni zarurat ki mansha na rakhein, yaani kisi ko azaar, do azaar, das azaar, das rupay bhi dete
11:11
hain, to ye na rakhein ki ye meri khidmat karega, ya iska mujhe, wo kisi surat mein, khidmat ki
11:22
surat mein, ya kisi surat mein, mujhe iska lotaya jaye, ye khidmat nahi hain, aapke khuddam hain,
11:30
unko aap shahidri dete hain, to wo kaam karte hain, wo baat khatam hain, lekin ghareeb logon
11:37
ke saath, isliye nahi ki log mujhe haji sahab kahein, log mujhe chaudhri sahab kahein, log mujhe
11:44
sheikh kahenge, mein inko paise doonga, ye mere peechhe peechhe phirenge, nahi, wo dene ka
11:50
maqsad faudh hogaya, Allah ki raza joi ke liye, Allah ke makhloog ki khidmat karni hain, aur yehi
11:59
wajah hain, ke hamaare awliyaan-e-aaj, jo kainaat ke andar, jagah-jagah pe deen-e-islam ki kirne
12:06
phoot rahi hain, aur phooti hain, aur jo sham-e-roshan hain, wo daat-e-ali hajweri ke room mein ho,
12:13
wo khaaj-e-ajmeri ke room mein ho, wo baba farid-e-deen-e-paka-e-patan wale ke room mein ho,
12:19
wo khaaj-e-nizam-e-deen ke room mein ho, wo hazrat-e-ameer-e-millat ke room mein ho,
12:26
wo huzoor-naqeeb-ul-awliya ke room mein ho, wo hazrat-e-qalandar-e-kibriya-e-taajidaar-e-sahu-chak-sharif
12:32
ke room mein ho, in logon-e-logon ki khidmat ki hain sirf Allah ki raza joi ke liye,
12:39
apne kisi maqsad ke liye nahi, us par hua kya, ki Allah rabb-ul-ijzat ne inko kabool-e-aam ata farma diya,
12:48
aur ino ne khidmat yeh nahi ki, ki kisi ko paisa de diya, yeh to faqeer log,
12:53
yeh to khud ek khaima zan hokar wahan baithe the, ino ne khidmat yeh ki hain,
12:59
ki logon ko deen sikhaya, logon se muhabbat ki, apna waqt kisi ko dena yeh bhi khidmat hain,
13:06
apna waqt, apni zaat mein kharch na karna, balke logon ke maamlaat mein, jahan koi yaad kare wahan pahun jaana yeh bhi to khidmat-e-khalq hain,
13:16
apni zaroodiyat ko upar se pust daal dena, apna ilaaj, apni seyit, in sab cheezon ko chod dena,
13:24
aur logon ke maamlaat mein jaan gusal rehna, logon ki khidmat mein pais-pais rehna,
13:31
social worker ki yasiyat se, logon ke kaam kar dena, yeh Allah Rabbul Izzat ko itna mahboob amal hain,
13:38
itna basand hain, Hazrat-e-Ameer-ul-Mumineen, Janab-e-Syedan Siddiq-e-Akbar radiyallahu ta'ala anhu se,
13:44
arz kiya gaya huzoor, aap ko jab bhi dekhte hain, ya masjid mein aate dekhte hain, ya jaate dekhte hain,
13:50
to yeh aap ke jo kaam hain, wo kaun karta hain, aap to logon ke kaamon mein lagey rahte hain,
13:55
to firmaaya, kurban jaoon, firmaatein main Allah aur Allah ki makhloog ke kaam karta hoon,
14:01
Allah mere kaam karta hain, to Allah ki raza joi ke liye, Allah ki makhloog se muhabbat karna,
14:08
inse husn-e-ikhlaag ke saath peshaana, khanda peshaani se rehna, in par jo hai apni muhabbaton
14:15
ke darwaa karna, yeh Allah Rabbul Izzat ko pasand hain, kyon ke Allah ke banday samajh kar inki
14:21
khidmat karni hain, isliye nahin, ke log mere haath chumenge, log mujhe bada kahenge, log mujhe
14:29
muhsin kahenge, chaudhri kahenge, nahin, Allah ne to hamein na chaudhri kaha, na haji kaha,
14:35
na namazi kaha, Allah ne to hamein insaan kaha hain, laqad khalaqnal insaan fi ahsani taqweem,
14:43
insaan ke laqab se mulaqab kiya hain, nekin aaj urf-e-aam mein hum agar kisi ko insaan kahen,
14:51
to wo gaali ban jata hain, aur hamaari tamam tartawa naaiyan jo hum baroo-e-kaar la rahein,
14:58
jo koshish kar rahein, wo chaudhri banne par, haji banne par, namazi banne par, sheikh banne par,
15:05
log mujhe kahen, log mere naam ko is tarah se pukaarein, log mere saath yeh maamla karein,
15:14
humne logon se apni wabastagiyon ko rakha hain, apni izzaton ko logon se rakha hain,
15:20
ke log meri izzat karein, nahin, Allah ne firmaaya tum insaan ho, aaj jahan yeh koshish
15:28
hum karte hain na, ke log yeh kahen, yeh kahen, yeh kahen, hum yeh koshish karein,
15:34
ke log mujhe insaan kahen, aur main insaan banoon, aaj jitni koshish hum karke haji,
15:41
namazi, aur yeh tamam cheezein kehlane ke haqdaar, seth, tajar, in cheezeon ke kehlane par hum
15:49
koshish karein, hum insaan banne ki koshish karein, bande se behtar hai insaan banna,
15:56
magar isme lagti hai mihnat zyada, hum insaan banne ki koshish karein,
16:01
hoga kya, insaan banne, fir dekhen Rehman apna karam kaise firmata hai.
16:08
Hamare bazurak, hamare shayookh ne hume yeh sabak diya hai, hamari talimat mein shamil hai,
16:14
khao Allah ke liye, utho Allah ke liye, betho Allah ke liye, chalo Allah ke liye, firo Allah
16:20
ke liye, bibi bachon ke paas betho Allah ke liye, Allah ki makhloog ki khidmat karo Allah ke liye,
16:25
to khidmat karne wala, hamesha jo khadim hota hai na, wo makhdoom hota hai.
16:33
Khidmat mein azmat hai, apne haath se logon ko khaana kilana, apne haath se logon ki mehmannawazi
16:41
karna, khud logon ke liye, apni aankhon ko farshira kar dena, yeh tamam cheezein khidmat
16:53
e khalq mein hai, ananiyat ko chhodna, main hoon, is baat ko khatam kar dena, bas yeh Allah
17:02
ka banda samajh ke us bande se muhabbat karna, yeh bade dard wali baat hai, aur kisi ke dard
17:09
ko samajh lena, kisi ke dard ko samajhna, kisi ki muhabbat ko samajhna, kisi ki parashani
17:21
ko samajh lena, wo ek waqt mein awaaz aayi thi, ki Allah walo dard bano, darbaan bano,
17:31
us dard ko mehsoos karna, mere qibla aalam ki baarga mein, ek dafa, ek sahib ne arz kiya,
17:40
ko huzoor je log aate hain aapke paas, to Allah inko shifa aata hain, iska yeh silsila kya hota
17:48
hain, to aapne firmaaya ki yeh aane wale jab mujhse aakar arz karte hain ki Allah ke huzoor
17:55
dua karo, to main uske dukh ko apni zaad pe leta hoon, ab yeh baat kaina bada asaan hai,
18:03
uske dukh ko apni zaad pe leta hoon, uski parashani ko khud mehsoos karta hoon, uske
18:09
dukh ko lekar phir apne malik ke huzoor dua arz karta hoon, malik is pe apna karam firmaada,
18:14
yeh tera banda hai, meri baarga mein aagaya hai, ab karam firmaane wala tu hai, to Allah uspe
18:19
apni rahmaton ka nazool firmaata, to isliye nadreene kiram, khidmat-e-khalaq azeem wazeefa
18:25
hai, azeem amal hai, aur azeem ibadat hai, is par mustahid ho jayiye, Allah Rabbul Izzat
18:31
hum sab ko amal-e-khair ki tofeeq ata firmaaye, aur hamare Adar-e-Amanat-ul-Islam International
18:36
ke jitne karakunan, rufaqa, muhabbat karne wale iske sath shamil hain, khalaq-e-aalam sab pe apni
18:41
rahmaton ka nazool firmaaye, qal tak ke liye ijazat deejiye, Allah hafiz.
Recommended
19:48
|
Up next
Ilim o Amal - Episode 19 | Naimat e Iftar | 20 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:27
Ilim o Amal - Episode 25 | Naimat e Iftar | 26 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
18:12
Ilim o Amal - Episode 26 | Naimat e Iftar | 27 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:05
Ilim o Amal - Episode 24 - Naimat e Iftar - 25 March 2025 - Shan e Ramzan - ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
20:13
Ilim o Amal - Episode 23 | Naimat e Iftar | 24 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:24
Ilim o Amal - Episode 27 | Naimat e Iftar | 28 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:32
Ilim o Amal - Episode 3 | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
19:26
Ilim o Amal - Episode 28 | Naimat e Iftar | 29 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:49
Ilim o Amal - Episode 18 | Naimat e Iftar | 19 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
18:56
Ilim o Amal - Episode 11 | Naimat e Iftar | 12 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
18:58
Fazail e Ramzan - Episode 23 | Naimat e Iftar | 24 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
14:32
Fazail e Ramzan - Episode 21 | Naimat e Iftar | 22 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
19:04
Fazail e Ramzan - Episode 6 | Naimat e Iftar | 7 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
16:20
Fazail e Ramzan - Episode 20 | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
21:41
Fazail e Ramzan - Episode 24 | Naimat e Iftar | 25 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
9:36
Special Dua | Naimat e Iftar | 23 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
23:06
Fazail e Ramzan - Episode 18 | Naimat e Iftar | 19 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
18:26
Fazail e Ramzan - Episode 13 | Naimat e Iftar | 14 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
20:23
Fazail e Ramzan - Episode 3 | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
20:02
Ilim o Amal - Episode 20 | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
14:11
Special Dua | Naimat e Iftar | 29 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
6:55
Special Dua | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
25:55
Sada e Haq - Azan Competition | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago
26:00
Fazail e Ramzan - Episode 15 | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
6 months ago
38:40
Islah e Muashra - Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
5 months ago