00:00Music
00:18Pandit Satish Chandrashastri is telling us what benefits has he brought for all the 12 Rashi's in year 2025.
00:27Aiye, sabse pehle hum mesh rashi par vichar karein.
00:31Mesh rashi ka swami mangal hai, jo neech rashi ka beta hua hai, aur is lagna mein ashtam
00:44mein, mesh se ashtam mein budh beta hai, wo mangal ki rashi ka hai.
00:51Sabse pehle mera yehi kahna hai mesh rashi walon ko, ki aap apni janam kundali bhi dikhoyen,
00:59aur usme yadi aisi hi sthiti ho, koi kasht karak sthiti ho, to uska upaye karein, kyonki
01:09aapki vicharon se hi aap apna kaam bhigaad lenge, mangal aapko aage badhne se rokega.
01:18To aise mein aap mangal ki aaradhna karein, aur bhagwan Ganesh ji ko prasanna karein.
01:25Aapne rind liya hai, aur rind chukana hai, us rind ko aap mangalwar ke din chukayin.
01:33Mudhwar ke din kabhi bhi, nai rind den, nai rind lein.
01:42Dene par wo saamne wali par badh jayega, aur lene se hum par badh jayega.
01:48Ki amavasya ke din, ravivaar ke din, aur mangalvaar ke din, aap rind nahi lein.
01:56Mangalvaar ko rind chukayin, kitna bhi bhaari rind ho, shanay shanay aapka vahay utar jayega,
02:05aur aap rind ho karke jeevan mein sukh shanti ka anubhav karenge.
02:11Ek almesh ke liye nahi, baar hai raashiyon walon ke liye hi mera nivedan hai.
02:18Brish raashi mein Brihaspati vakri ho kar bata hua hai.
02:26Aapke sahayog se, aapki sammati se, aapke vicharo se, doosre laab utha lenge.
02:37Yeh dhyan rakhiyega.
02:40Aur Brihaspati ke din, aap Bhagwan Vishnu ka poojan karein, aapko laab ho jayega.
02:51Mithund raashi walon ka jahan tak prashna hai, uska swami buddh hai,
02:59aur vah parakram mein baitha hua hai, is prashna varsh lagna mein.
03:09Yeh di aapki kundli mein is varsh mein utkarsh ka yog hai,
03:15aapke parakram mein vriddhi honi hai, aapka kaam banega,
03:22aur aap misht bhaasi yaani meetha bolne wale honge, aap sukhi rahenge.
03:32Chhate ghar mein hai, klesh bhi hoga sareer mein.
03:39Naso mein dard ho sakta hai, nasen phool sakti hai, aapaj ho sakti hai.
03:47Aap aayiye, hum Karakarasi par vichar karte hain.
03:53Karakarasi mein Mangal bata hua hai, iska swami Surya aur Chandrama hai.
04:01Toh jaisa ki pehle kah diya,
04:05Chandrama aur Surya dono karak se chhate ghar mein baitha hua hai.
04:12Yeh rog ghar hai, shatru ghar hai, mitra ghar hai.
04:20Yaha Chandrama sheet hai, mann ka swami hai,
04:27aur Suryaatma.
04:30Aap mann ko kamjor matar rakhiyega, jo chintan karein,
04:37wo achcha chintan karein. Kahin aisa nahi ho,
04:41aap duvida mein apna kaam bhegaadne.
04:46Chandra sambandhi, vyadhi bhi shareer mein, jaise sheet ajwar hai,
04:53sardi, khaansi,
04:56aur shiro bitha bhi ho jaye,
05:00aap ko karna kya hai,
05:04ki yadhi aap samarth hain,
05:08toh nishyat roop se iss varsh mein, Vishnu sahasra naam ke 1100 paath avashya karwa le.
05:18Isse se aapko bal milega. Ab aayiye,
05:22singh rasi par, singh ka swami surya hai,
05:27wo hai vrishchik, yeh dhanu rasi mein baitha hua hai,
05:33aur pancham sthan mein hai.
05:37Aapki kundli mein bhi yog dekh le, aur videsh yatra ka yog ho sakta hai.
05:45Athwa aap bahut padhe likhe hain, toh videsh ke
05:48kariyon se aapko uplabdi ho jayegi.
05:52Aapka videsh vyapar bhi badhega. Kundli pradhan hai,
05:57kundli mein yog hai, toh yeh phal aapko milega.
06:00Aage aayiye kanya rasi par, kanya mein ketu bitha hua hai,
06:06aur chaturth mein
06:10surya aur budh, yeh surya aur chandrama,
06:14aur budh triti sthan paraakram mein hai.
06:44Toh tula ka swami hai, shukra,
06:48wo hai pancham mein shani ke rasi mein baitha hua hai,
06:54aur shani ke saath hai.
06:58Tula wale ko vidya mein safalta milegi,
07:03aur aapka santan paksh, yeh di kundli mein kamjor hai,
07:09toh uske liye upaye karayen, santan ho jayegi.
07:13Agar aap naukri karte hain, toh bahut achche baat hai,
07:17usko chhodna mat. Vrishchik rasi mein aayiye,
07:21toh budh baitha hua hai, aur mangal
07:27namam mein baitha hai, vrishchik se.
07:32Mangal utkarsh kar raha hai.
07:37Jinn yuvaon ki aayu 28 varsh ki ho rahi hai,
07:42unka utkarsh ho jayega. Dhanu rasi mein
07:45suri aur chandrama dono baitha hai.
07:49Dhanu ki swami Brihaspati dhanu se chhate ghar mein baitha hai,
07:54aur yeh shatru ki rasi ke hai.
07:58Isliye aapke yatra ke yog toh banenge.
08:03Aur aapko pratham ek do yatraon mein koi vishesh uplabdhi
08:09nahi lagti hai mujhe, aisa pratit ho raha hai.
08:14Brihaspati vakri hai, isliye aap kundli bhi dikhaye.
08:19Yehdi kundli bhi Brihaspati zyada labdayek nahi hai, kuch kamjor hai,
08:25toh aap Brihaspati ka daan dena, Brihaspati vaar ke vrat karna,
08:30aur Bhagwan Vishnu ki ya Shiv ji ki puja karne.
08:35Makar rasi mein aayiye, toh Makar rasi ka swami Shani,
08:40doosre ghar mein Shukroor Shani dono baitha hui hai,
08:43Shani ki rasi mein, yeh labdayek hai.
08:47Shramjeevi vyakti ke liye bahut acha rahega.
08:52Isi prakaar Kumbh bhi Shramjeevi vyakti ke liye labdayek rahegi.
08:57Kumbh rasi mein aayiye, toh Kumbh mein bhi aapko acchi uplabdhi hogi.
09:02Shramjeevi vyakti ke liye bahut acha rahega.
09:06Aur kundli dikhayein, yehdi waha mangal kharab hai,
09:10aur waha bhi Shani pratikool ho jata hai,
09:13Rahu pratikool ho jata hai, toh aap inki shanti avashya karein.
09:21Aap aayiye meen rashi mein.
09:23Meen mein iska swami Guru hai,
09:27jo meen se teesre ghar mein shatru ki rashi ka baitha hai,
09:31aur meen mein Rahu baitha hua hai.
09:35Rahu jahan baitha hai,
09:38waha vyakti ko
09:42unmaadit kar deta hai.
09:45Yehdi aapki kundli mein
09:48Rahu pratikool hai,
09:50toh aap uski shanti karein.
09:53Aur kabhi bhi
09:55aakrosh mein aakar ke
09:57aise wachan kisi ko na kahein,
10:00ya jisko jit kahein,
10:03wo nahi karein, hath dharmi nahi banein.
10:06Aisa gakti hath dharmi ho jata hai,
10:10aur phir
10:11apna kaam bigaad leta hai.
10:14Aise mein aap apne
10:16parijanon se, mitron se
10:19paramarsh lein, unki baat maanein,
10:21aur sahayog karein.
10:23Mera yahi aapse nivedan hai,
10:26sabhi se nivedan hai,
10:27ki aap Bhagwan
10:29Shiv aur Hanuman ji ki puja karein,
10:32aapko labh hoga.
10:33Humne yeh jo kuch mataya,
10:36wo shastra ke aadhar par kaha hai,
10:39ab kis vyakti par kaisa ghatit hota hai,
10:42yeh uske bhaagya par bhi nirbar hai,
10:45janam kundli se apna milan avarshe karein.
10:48Kyunki,
10:49shastra kaheta hai,
10:51lalat patte likhita vidhatra,
10:54shashthi dine yakshara malika chau,
10:58tam janma patri prakatam vidhate,
11:02deepo yatha vastu grihandh karein.
Comments