00:00Qurbaan jaye Rasool-e-Paak
00:02Ali-Salaam se sahabi ne poocha huzoor izzat kya hai?
00:06Fermaayin jo Rab ne tujhe diya uspe razi hoja Allah izzat ata kar dega
00:10Kanaat kar jo Allah ne tujhe diya uspe
00:14Uspe kanaat kar
00:16Allah tujhe izzat de dega huzoor zillat kya hai?
00:18Fermaayin logon se laalach na rakhna tu zaleel ho jaayega
00:22Laalach na kar
00:23Tezi ke saath promote hoti hain cheezein
00:25Humme saadash karni aati hain
00:26Humara khyaal hota hai ke maine doosron ke paison pe kaarobar karna hai
00:29Humara khyaal hota hai ke paalti daal ke roti khaani hai
00:32Humara khyaal hota hai ke kisi banday ko kis tarah istimaal karna hai
00:35Yaad rakh lena kabhi baat na bhoolna
00:38Jo logon ko istimaal karna chahata hai wo saari zindagi istimaal hota rahta hai
Comments