Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 9/29/2024
Join us in this enlightening session as we listen to the profound teachings of Maulana Tariq Jameel on the topics of Shaitan and Aurat. This bayan delves deep into the spiritual struggles we face and the importance of understanding the influence of Shaitan in our lives, particularly in relation to women.

Maulana Tariq Jameel, renowned for his impactful discourses, offers wisdom and guidance on how to navigate these challenges while strengthening our faith. This series of bayan will not only educate but also inspire you to foster a better understanding of your surroundings and the moral dilemmas we face in today's world.

Don't miss out on this opportunity to enhance your knowledge and spirituality. Make sure to listen and follow along as we explore these crucial themes together.

If you find this content beneficial, please like, share, and subscribe for more insightful lectures from Maulana Tariq Jameel. Your support will help us spread the message further!

#MaulanaTariqJameel #Shaitan #Aurat #Bayan #IslamicTeachings #Spirituality #Faith #Knowledge #Islam

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Shaitan ki dawah chaar cheezon se chalti hai, hukumat se, taqat se, paise se, aurat se.
00:08Ghalat aurat hai, buri nahi, ghalat aurat hai.
00:11Ad duniya kulluha mata wa khairu mata'iha al maratu saliha.
00:16Duniya muqtasar samaan-e-zindagi hai, aur iski sabse ala darje ke cheez naik aurat hai.
00:23An nisa se murad hai, ghalat aurat hai.
00:26Mujhe teen baatein pasand hai, khushbu, aurat, aurat se kya murad hai, beeviyan, beeviyan.
00:37Aur meri aankhon ki thandak namas.
00:41Chaar baaton se baatil phailta hai, yeh saare cheezin mera istimbaat hai, jo mene hadees se liya, Quran se liya.
00:49Yeh hadees-e-mashoor hai, jismein Utbah bin Rabee' Allah ke nabi ke paas aakar kaitha hai,
00:54In kunta turid tu bihi mulkan mallakna kaala raoosina.
00:58Muhammad, agar tujhe baadshahat chahiye na, to hum dete hain, tu tabligh chhoda de.
01:04Doosra kaha, In kunta turid bihi ash-sharaf, agar tu isse taqat chahata hai, chaudrahat chahata hai,
01:11la naqtaw amran doonak, tere baghar koi faista nahi karein.
01:15In kunta turid bihi maalan, tujhe paise chahiye, jamaana laka amwaalana, hatta takoona aghana quraishin maala.
01:23Paise chahiye, to lelo, jitna lena lelo, sabse maaldaar bangao.
01:28In kaana innama biqalba'a, urten chahiye, faqhtar ayya nisa'i quraishin fal nuzawwij ka ashra.
01:36Hum tere saamne quraish ki ladkiyan khadi kar dete hain, jitno se kahega teri shadi kar dete hain.
01:42Us waqt taadaatum hukar nahi thi.
01:45Yeh chaar baatein Utbah ne peshki, to isse maine yeh istidlal kiya,
01:49to isse maine yeh istidlal kiya, ki yeh chaar baatein se pehle daawat chalegi,
01:56phir yeh chaar baatein kaam dekhi.
01:58Agar daawat nahi hai, to yeh chaar baatein harkat mein nahi aayegi.
02:02Daawat asal sabab hai, us sabab ko uthanewali chaar cheezein.
02:08Baatil ka sabab daawat hai.
02:11Us daawat mein rang bharnewali hukumat, taqat, paisa, aurat.
02:17Aur idhar jab aap fareg ho gaye,
02:21jab wo Utbah apni baat se fareg ho gaye,
02:24to aapne ka farg tha abal waleet,
02:27abal waleet tu fareg hai, teri baat puri ho gaye,
02:30maine ka haan.
02:38Utbah aise baitha ho tha aise,
02:41yun karke, dekh raho, isse taara baitha ho tha.
02:45Aapne ka farg tha, teri gal puri ho gaye,
02:49ka main kahoon,
02:51main kahoon,
02:53to aapne ka bismillahir rahmanir raheem.
02:57Ab jab mera nabi yahan paunche,
02:59ki agar nahi maante to aad-o-samood ki bijliyon ke liye tayyar ho jao.
03:05To Utbah, maine isliye pehle bataye,
03:07Utbah yun baitha das.
03:10Yani aise na, takabur ke saath ho,
03:12lagarz ho kar aise baitha,
03:14yun se hunga tha.
03:17Jab aapne kahna aad-o-samood ki bijliyon ki kadak ke liye tayyar ho jao,
03:21fa anzartakum sa'iqatan misla sa'iqat aad-an-wa-thamood.
03:29To usne yahin se yun jump liya.
03:34Ab main to neechi gir jaunga,
03:36liyaza jump lehi nahi sakta.
03:39Usne yahin se yun jump liya,
03:42aur Allah ke nabi ke muh pe dono haath rakh diye.
03:47Nashat to kar rahein.
03:51Tujhe rishton ka wasta,
03:57tujhe rishton ki qasam, aage kuch na kehna, aage kuch na kehna.
04:02Chup ho jao, chup ho jao.
04:05Huray se kaam pata hua wapas aaye.
04:09Abu Jahl kehna laga, jaise gaya tha, waise nahi aara.
04:13To aakar kehna laga,
04:15Ya maa shahro Quraish,
04:17Fatihooni al-yuma wa'asooni fee maa baitha.
04:20Aaj meri maan lo, phir kabhi na maan na.
04:23Is aadmi ko chhod do.
04:25Agar yeh kamyab ho gaya, to yeh Quraish hai.
04:28Iski izzat tumhari izzat hai.
04:30Aur agar ghairon na isko mita diya,
04:32to ghairon ke zimmein tum bach jao,
04:34wo tumhe aad-o-samood ki, bijliyon ki,
04:36kadak se dara raha hai.
04:38Aur tumhe pata hai,
04:39jab Muhammad bolta hai,
04:40to sach bolta hai.

Recommended