00:00الحل لا حل فاستبينا يحمل كريم عرده ودينا فكيف بالأمر الذي تبغينا
00:08Haram kaam karne se to yeh behtar hai ki iss se pehle meri moot a jaye
00:14aur jis kaam ka tum keh rahi ho wo halal to hai hi nahi ki main is par hamada ho jaun
00:20har sharif aadmi apni izzat aur apne deen ki hifazat karta hai
00:26fir jis cheez ka tum taqaza kar rahi ho wo kis tarah poori ki jaa sakti hai
00:30yeh hai kirdar ki azmat aur daman ki paqeezgi
00:35jo jaan-e-dualam sallallahu ta'ala alaihi wasallam ki tumam abaw ajdaat ka turra imtiaz hai
00:41aap apne iss azeem khandani sharaf ko khud beyan farmate hain
00:46ishaad farmate hain
00:48lam yaltaqi abwaya qattu ala safahin
00:53lam yazalillahu yanquluni minal aslaabit tajjibati
00:59ilal arhaamit taahirati musaffan muhazzaban
01:04ishaad farmaya
Comments