Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
6
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
علی بابا اور چالیس چور | Alibaba and 40 Thieves in Urdu | Urdu Story | Urdu Fairy Tales
Entertainment ki duniya
Follow
8/11/2024
علی بابا اور چالیس چور | Alibaba and 40 Thieves in Urdu | Urdu Story | Urdu Fairy Tales
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Ali Baba aur Chalis Chor
00:08
Ek tafa ka zikar hai, ek Farsi shehar mein kaaleen beshne wala apne do bete Kaseem aur
00:17
Ali Baba ki saath rehta tha.
00:19
Baap ki wafaat ke baad laalchi Kaseem ne bhule baale Ali Baba ko tanha chod kar karupar
00:26
pe kabza kar liya.
00:29
Kaseem ne ek ameer aurat se shaadi kar li.
00:32
Ali Baba ko apne bhiwi bachcho ka peth paalne ke liye lakdiya kaat kar bechne laga.
00:40
Ek din Ali Baba jangal mein lakdiya kaat raha tha, ke achanak usne ghodo ki awaaz suni.
00:47
Woh dar kar ek garak ke peche chhup gaya.
00:54
Waha boriyan liye bhodo pe bete chalis aadmi aaye aur ek pahaad ke paas ruk gaye.
01:03
Unke kamar ban par talware aur khanjar hai.
01:08
Ye zaroor daagu hai.
01:11
Lekin ye jangal mein kya kar rahe hain?
01:15
Ek chor jo unka sardar lag raha tha, nikal kar bade se pathar ke saamne aaya.
01:20
Khul jaa sim sim.
01:26
Ali Baba ko yaqeen nahi aaya.
01:29
Wow!
01:32
Woh pathar ek ghaar ka daakhali rasta tha.
01:35
Saare chor chalte hue ghaar mein chale gaye aur dawaza band ho gaya.
01:41
Ali Baba dharkar bahot khabra gaya aur apni jagah jama raha.
01:47
Kuch der baad ghaar ka dhakwada khila aur saare chor khaali haath bahar aa gaye.
01:55
Unhone apni boriyan ghaar ke andar hi chod di.
02:00
Chor ghodo pe bet kar jangal se chale gaye.
02:04
Oh! Ye yaqeenan unke khazane chhupane ki jagah hai.
02:10
Ali Baba apne apko ghaar mein chane se naa rok saka.
02:14
Woh pathar ke saamne khada hua aur chalaya khul jaa sim sim.
02:21
Dawaza pehle ki tara khul gaya.
02:23
Ali Baba andar chala gaya.
02:27
Ho ho!
02:30
Wahan pe dher saara sona, chandi, keemti bartans, heere, jawaheraat aur bahot kuch the.
02:39
Jo Ali Baba ne kabhi nahi dekhe the.
02:45
Ali Baba ne hairani se apni aankhen masli.
02:48
Mekin woh sab wahan zameen pe rakha hua tha.
02:52
Main kuch sikke le leta hu. Choron ko pata bhi nahi chalega.
02:56
Ali Baba ne ek bori sikko se bhari aur dhar a gaya.
03:02
Dekho main kya laaya.
03:05
Ali Baba ne sikko se bhari bori TV ke saamne khali ki.
03:09
Woh itna saara sona dekhkar hairan rahi gayi.
03:14
Kya tumne yeh sikke churaaye hai?
03:17
Yeh ek lampi kahani hai.
03:19
Maine kuch nahi churaaya.
03:21
Yeh pehle se churaaye hua the.
03:24
Pehle main inko ginti hu.
03:26
Hum itne saare sikke nahi ginsakte.
03:29
Mere bhai ke ghar jao aur tarazu lekarao.
03:34
Ali Baba ki biwi jaldi se bhaag kar bainoi ke ghar gayi.
03:39
Baji mujhe aaj raat ke liye tarazu de de.
03:42
Main kal subah wapas kar dungi.
03:44
Tum isse kya tologi?
03:47
Bas kuch anaaj.
03:49
Kasim ki biwi ek chalak aurat thi.
03:51
Usne socha Ali Baba ke paas tolne ke liye itna anaaj nahi ho sakta.
03:56
Usne tarazu ke niche mom laga kar Ali Baba ki biwi ko de diya.
04:00
Ali Baba ki biwi ne sone ke sikke tole aur uski taadaat se bahut khosh hui.
04:06
Hum ameer ho gaye.
04:08
Hum kuch bhi kharit sakte hain.
04:10
Itni jaldi nahi.
04:12
Log hum pe shak kar sakte hain.
04:14
Hum apna yeh raas kisi ko nahi bata sakte.
04:18
Ali Baba ki biwi ne apna moon band rakhne ka irada kar liya.
04:22
Lekin doosra yeh din Kasim ki biwi ne tarazu dekh kar raas ke baare mein pata laga liya.
04:26
Usne foran hi Kasim ko uske bhai ki taulat ke baare mein bataaya.
04:31
Ali Baba ke paas sone ke sikke hain.
04:34
Uske paas kaha se aaye.
04:36
Mujhe yeh pata lagana hoga.
04:39
Kasim hasad ke maare so nahi saka.
04:42
Aur wo foran hi Ali Baba ke khar pohoj gaya.
04:47
Ali mere bhai, kaise ho?
04:50
Main yeh poochne ke liye aaya tha ki tumhe kisi bhi bhi bhaat hai.
04:53
Oho! Main yeh poochne ke liye aaya tha ki tumhe kisi cheez ki zurrat toh nahi.
04:58
Kabhi hitch ke chana mat.
05:00
Jo bhi zurrat ho maang lena.
05:02
Tumhara bada bhai madad ke liye haazir hai.
05:07
Are bhai, mujhe khushi hai ki aap mera khayal karte ho.
05:11
Lekin mere paas ab kaafi daulat hai.
05:13
Mujhe kuch nahi chahiye.
05:15
Daulat? Batao iske baare mein.
05:19
Masoom Ali Baba sachai apne peht mein na rakh saka.
05:23
Aur usne Qasim ko choron aur ghar ke baare mein sab kuch bata diya.
05:29
Zabardast!
05:31
Main khali waha jaunga.
05:33
Aakhir kaar tumhare paise ki zahmedari meri hai.
05:37
Mujhe khayal rakhna hoga.
05:41
Ghar kholne ke liye kya bolna padta hai?
05:45
Khul ja sim sim.
05:47
Khul ja sim sim.
05:49
Khul ja sim sim.
05:50
Main yaad rakhunga.
05:52
Khul ja sim sim.
05:54
Agli subah Qasim sona utha kar lane ke liye apne saath dhar se chaar khachar lekar gaya.
06:01
Main toh ameeron se bhi ameer ho jaunga.
06:05
Wo ghar ke paas pocha aur chillaya.
06:09
Khul ja sim sim.
06:11
Aur darwaza chula aur iske kit band ho gaya.
06:14
Zabardast!
06:16
Mehratangees!
06:17
Itna saara sona, itne jawahirat.
06:21
Main yahaan se sab kuch le chaunga.
06:24
Qasim ne saare sikke aur jawahirat boreo mein bhar liye.
06:29
Dekin jaise hi wo darwaza ke paas aaya, wo waha sochne laga.
06:34
Wo alfaas kya the?
06:37
Khul ja gandum?
06:40
Khul ja jaun?
06:42
Khul ja darwaza?
06:44
Kholo darwaza?
06:45
Khul ja darwaza?
06:47
Khul darwaza khol do?
06:49
Qasim khushi ke maare password bhool gaya aur ghar ke andar band ho gaya.
06:54
Kuch der baad usne ghodo ki awaaz suni.
06:57
Chalis chor ghar mein wapas aa gaye the.
07:01
Khul ja sim sim.
07:04
Jaise hi darwaza chula, un sab ne Qasim ko apne khuton pe bethe hue dekha.
07:10
Sardar ne beghar koi sawal pooche, apne khazar ke usse maar diya.
07:15
Qasim ki beevi ne Ali Baba ko Qasim ke la pata hone ki khabar sunai.
07:22
Wo ghar gaya hoga, main jaakar usse dhoond lata hu.
07:27
Ali Baba ghar ke andar gaya aur uste Qasim ki lash dekhi.
07:33
Nahi, oh nahi!
07:36
Usne usko ek khachar pe dala aur ghar le aaya.
07:41
Qasim ki naukrani Morgiana ne is hadse ke baare mein sab kuch sun liya.
07:48
Humein toh uske marne ki wajah sabse chhapaan nahi hogi.
07:51
Main doktor ke paas se hain ke liye kuch dawaaiyan lekar aati hun.
07:54
Taake hum ye zahir kar sakein ki ye bimaar hain.
07:56
Aur phir kal soobah hum ye alaan kar denge ki ye intikal kar gaye hain.
07:59
Har kisi ne uske mansoobe se ittifaq kiya.
08:02
Kuch din guzarne ke baad Qasim ki beevi ye sadma bardaash na kar saki aur intikal kar gayi.
08:08
Ab main kiske khidmat karun?
08:10
Aap mujhe apne ghar mein kaam ke liye rakh lein.
08:13
Ali Baba ko antaaza tha ke wo ek chalak ladki hai aur mustakkal mein kaam aa sakti hai.
08:18
Isliye wo Morgiana ko apne ghar le aaya.
08:22
Agle din chor ghar mein wapas aaye.
08:29
Laash kaha hai?
08:31
Koi toh hai jisse raas ke baare mein paachal gaya hai.
08:34
Ye taulat humne badi mushkilon se zindagi mein jabha ki hai.
08:37
Isse pehle ke ye chali jaye humein apne dushmanon ke baahein pata lagana hoga.
08:42
Gaon mein jao aur pata lagao ke haal mein kiski maud hui hai.
08:46
Sare chor us shaksh ka pata lagane ke liye gaon mein phel gaye.
08:51
Ek chor doktor ke ghar aaya.
08:54
Doktor sahab, kya aapko kisi shaksh ke baare mein pata hai jo haal mein mara ho?
09:00
Haan, Qasim ki maud hui hai.
09:02
Maine dawaaiyaan di thi jaisa ki uski naukraani ne bataya tha.
09:06
Lekin wo mar gaya.
09:08
Mujhe kaafi afsoos hai.
09:10
Kaafi bat kishmati hai.
09:12
Uska ghar kaha hai?
09:14
Uske ghar mein ab koi nahi rahta.
09:16
Lekin uska bhai Ali Baba.
09:18
Chor piche gali mein rahta hai.
09:20
Chor ko Ali Baba pe shak hua ke wohi laash leke gaya hai.
09:24
Isliye wo raat mein uske ghar pe gaya.
09:27
Gali mein koi bhi nahi tha.
09:28
Usne darwaze pe ek nishan laga diya.
09:31
Kal mein apne giro ko lekar aunga
09:34
aur is ghar mein sabko maad lunga.
09:37
Agli subah Morgiana ne darwaze pe nishan dekha.
09:40
Jalaag Morgiana ne ye andaaza laga liya
09:43
ke ghar wale khatre mein hai.
09:45
Usne wahi nishan gali ke sare gharon pe laga diya.
09:49
Adhi raat ko chor kaon mein aaye
09:52
aur parshan ho gaye.
09:54
Sare gharon pe ek jaisa nishan pe laga diya.
09:56
Sare gharon pe ek jaisa nishan tha.
09:59
Wo mayoos ho ke wapas chale gaye.
10:02
Kal jaake mein khud padha lagaunga.
10:06
Kardaar ne khud jaakar uljan chul jai
10:09
aur baaki logon se zyada samajdari ye dikhai
10:11
ke usne ghar ke upar nishan nahi lagaya.
10:14
Balke usko itne ghor se dekh kar yaad kar liya
10:17
ke wo usko bhool na sake.
10:19
Usne chalis bachar aur chalis drum mangwai.
10:22
Usne ek drum mein tel bhara.
10:24
Baaki drum mein usne dhoro ko chhukne ka kaha.
10:28
Sardaar ne tel ke saudagar ka bhes badal liya
10:32
aur Ali Baba ke ghar gaya.
10:36
Aapko kis se milna hai?
10:39
Main ek tel bechne wala saudagar hoon
10:42
aur safar ke liye Asia jaa raha hoon.
10:44
Raat ka waqt hai.
10:46
Mujhe bas raat guzarne ke liye ek chhat ki talaash hai.
10:48
Ye toh kaafi lamba safar hai.
10:51
Andar aajao aur aaraam kar lo.
10:54
Pehle tum mujhe apne drum dikhao.
10:56
Oh kyun nahi? Zaroor.
10:59
Tum jaisi khubsurat ladki ko toh
11:01
apni hifazat ka khaya lagna chahiye.
11:03
Morgiana ne khush kismati se
11:05
oil se bhara hua drum hi khola.
11:07
Usko yaqeen aagaya.
11:09
Sardaar ko sukoon ho gaya.
11:11
Phir wo sab andar aagaye.
11:13
Morgiana ne raat me mazidar khaana banaya.
11:16
Usne khaana lagaya aur
11:18
saudagar ki ungi mein ek angooti dekhi.
11:20
Usko ye andaaza ho gaya
11:21
ke aisi hi angooti
11:23
Ali Baba khazane ke saath laaya tha.
11:25
Usko dubara shak hua.
11:27
Wo aaraam se drum ke paas gayi
11:29
aur halke se khat kataya.
11:31
Sardaaram bahar aajaayen.
11:33
Morgiana ko saara majra samajh mein aagaya.
11:36
Usne saare drum dekhe
11:38
aur sabme chor ko andar paaya.
11:40
Usne tel se bhara hua drum liya
11:42
aur ek badi si dekhte karam kiya.
11:45
Phir usne har drum mein
11:47
ek jug bhar kar oil dala.
11:49
Is tarah usne choron se chutkara paaya.
11:51
Raat ke waqt jab sardaar bahar aake
11:53
saati choron ko bulaane ke liya aaya
11:55
jaise hi usne
11:57
phir usne bula
11:59
wo phir khaan
12:01
aur phir khaan rahe gaya.
12:03
Wo apne hi jaal mein phas gaya tha.
12:05
Wo dar ke maare wale
12:07
aur phir khaan
12:09
aur phir khaan
12:11
phir khaan
12:13
phir khaan
12:15
phir khaan
12:16
wo masa task gaya tha
12:18
wo dar ke maare wahrscheinlich fag gaya
12:20
aglay din Maugiyana ne
12:22
Yeh kisa Ali Baba ko sunaya
12:24
vomit
12:25
tumne meri jaan bachai hai
12:27
mein tumara boho 축or guzaaru hun
12:29
aaj se tum is ghar ki fard ho
12:31
sau preaching
12:32
Naukrani nahi
12:34
, bahoot shukriya huzoor
12:36
wo hora zgoni
12:38
whack bhi
12:39
Alibaba wo wahid shagastha
12:41
jisko gear ke raj ke baare me pata tha
12:43
khuljaa simch log
12:44
Khul jaa SimpSim!
Recommended
51:28
|
Up next
Hazrat Yousuf (A.S) Episode 45 | حضرت یوسف ع | Payam
Payam Islamic Culture Center
9/17/2015
54:09
Mukhtar Namah Episode 24 مختار نامہ اردو زبان میں
Payam Islamic Culture Center
11/15/2018
10:22
Shiva - শিবা _ Episode 175 _ টাইম পাজল _ Bangla Cartoon - বাংলা কার্টুন _ Maasranga Kids
Gangstar5
12/31/2023
12:57
علی بابا اور چالیس چور | Alibaba and 40 Thieves in Urdu | Urdu Story | Urdu Fairy Tales | Ultra HD
Urdu Fairy Tales
8/3/2021
36:57
Deewangi Episode 21 | Hiba Bukhari & Danish Taimoor | Full Episode Deewangi 22
Entertainment ki duniya
8/20/2024
7:41
Shiva_new_episode_2024___Shiva_cartoon___Shiva_new_video___in_hindi_cartoon_2024(360p).mp4
RM KIDS CARTOON
4/12/2024
38:56
Deewangi Episode 21 | Hiba Bukhari & Danish Taimoor | Full Episode Deewangi 21
Entertainment ki duniya
8/20/2024
37:17
Deewangi - Episode 20 || English Subtitles || 29th April 2020 - HAR PAL GEO
Entertainment ki duniya
8/18/2024
37:25
Deewangi - Episode 19 || English Subtitles || 22nd April 2020 - HAR PAL GEO
Entertainment ki duniya
8/18/2024
38:16
Deewangi - Episode 18 || English Subtitles || 15th April 2020 - HAR PAL GEO
Entertainment ki duniya
8/18/2024
38:27
Deewangi - Episode 17 || English Subtitles || 8th April 2020 - HAR PAL
Entertainment ki duniya
8/17/2024
37:12
Deewangi Episode 16 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/17/2024
38:35
Deewangi Episode 15 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/17/2024
38:09
Deewangi Episode 14 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/17/2024
37:45
Deewangi Episode 13 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/17/2024
33:47
Jaan Nisar Ep 44 - [Eng Sub] - Digitally Presented by Happilac Paints - 16th Aug 2024 - Har Pal Geo
Entertainment ki duniya
8/17/2024
40:01
Noor Jahan Episode 24 | Digitally Presented by Nestle Nido1+ | 16 August 2024 | ARY Digital
Entertainment ki duniya
8/17/2024
1:10
Jan nisar Dua ko sarfraz ki haqeeqat ka pta chal gaya
Entertainment ki duniya
8/17/2024
37:50
Deewangi - Episode 12 | Danish Taimoor - Hiba Bukhari |
Entertainment ki duniya
8/16/2024
36:08
Deewangi Episode 11 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/16/2024
37:35
Deewangi Episode 10 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/16/2024
37:37
Deewangi Episode 09 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/15/2024
36:08
Noor Jahan Episode 24 - 15th August 2024 - ARY Digital drama
Entertainment ki duniya
8/15/2024
37:37
Deewangi Episode 07 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/14/2024
38:20
Deewangi Episode 05 | Danish Taimoor | Hiba Bukhari
Entertainment ki duniya
8/14/2024