00:00Inshallah, duniya bi dekhegi, kabar me bi pata chal jayega, ashar me bi pata chal jayega.
00:10Ek baat bilkul waze hai mai aapke saamne alal ailaan kar raha hoon.
00:14Peer sahib Qibla, saare azraat maujood hain.
00:17Jo banda munafiq hota hai na, wo kisi baat par razi nahi hota.
00:23Yeh munafiq ki pehchaan hai.
00:26Syedna Siddiq-e-Akbar saara maal liyaayi Ghazwa-e-Tabuk ke mauka par.
00:31To munafiq kehna lagay, yeh to rehakaar hai.
00:33Yeh to logon ko dikhana chahata hai, ke main kitna sakhi hoon.
00:37Azraat-e-Aqeel Ansari, ek kilo khujoor liyaayi. Garib tereen sahaba mese hai.
00:44Aapke garh kilo khujoor bhi nahi thi.
00:47Ek yahudi ko kaha, ke main tere baag ko saari raag paani lagata hoon, kya mazdoori dega?
00:53Aap sehri ke waqat do sehri khujoori bhi, saari raag kooan chalaya yahudi ka.
01:01Aur uske baag ko paani diya.
01:04Ek kilo ghar khaane ke liye di, to doosra kilo chhupaakar huzoor ki bargaah mein laaye.
01:10Ke huzoor Siddiq-e-Akbar jitna maal to mere paas nahi hai.
01:13Azraat-e-Umar jitna bhi nahi hai.
01:15Usman-e-Ghani jitna main ameer nahi hoon.
01:17Abdul Rehman bin Auf jitna main ameer nahi hoon ki sona phesh kare.
01:20Mere paas to yeh kilo khujoor hai, yeh kabul farma le.
01:24To munafiq kahne lagay, is kilo khujoor ki Allah ko kya zarurat hai?
01:29To munafiq kisi shurat me raazi nahi hota.
01:32Aam ghar mein bethe rahte, to logon ne kahne ka yeh maulvi haram khor hai.
01:37Deen ka naam ka khate hai.
01:38Jab wakht ha waqt aaya, to yeh nikle nahi hai.
01:41Jab aam Faizabad chale gaye, to kaha ke inke to halwa ko khatra pad gaya.
01:47Yeh halwa ke liye Faizabad chale gaye.
01:49Jab aamne waha se kamyabi yaasil ki, to kaha ji kis crore rupaih le liya.
01:54To is waste, aamari dipti yeh nahi hai ki aam makhloob ko raazi karein.
02:00Aam jinn ke liye kaam kar rahein,
02:02idla farqa bayna mautihi wa hayaatihi,
02:05fi mushahadati li ummatihi,
02:07wa maarifati bi ahwalin,
02:09wa niyyatin,
02:10wa azaimin,
02:11wa khawaterin,
02:12wazalika indau jaliyun la khifaabihi.
02:15Jinn ka haam kaam kar rahein,
02:17koi aamme dikhaye TVon par na dikhaye,
02:19net band karein, TV band kardein,
02:21aamari khabren band kardein,
02:23idla farqa bayna mautihi wa hayaatihi,
02:25fi mushahadati li ummatihi.