Skip to playerSkip to main content
  • 2 years ago

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Suna hai bole to baaton se phool jhadte hain, yeh baat hai to chalo, baat karke dekhte hain.
00:09Suna hai din ko usse titliya satati hain.
00:12Suna hai raat ko jugnu thahar ke dekhte hain.
00:16Suna hai raat usse chaand takta rehta hain.
00:21Sitaar-e-baam-e-falak se utar ke dekhte hain.
00:26Ab uske shehar me thahrein ke kuch kar jayein.
00:29Faraz aao, sitaar-e-safar ke dekhte hain.
00:33Zara kabhi meri nazar se khud ko dekh bhi.
00:43Yeh mukaddar ka likha hai, koi takraar nahi.
00:48Meri kismat me koi saaya-e-diwaar hai.
00:52Ab me tujhse bhi anayak ka talabgaar nahi.
00:56Yeh guna sabse bada hai, ke gunaagaar nahi.
01:11Aankhon se sawal poochna, kisne sikhaya aapko.
01:14Muskura kar maar dena, kisne sikhaya aapko.
01:17Dil toh karta hai, aapko baith kar sirf dekhti rahun.
01:20Mere khudaan ne itna pyara banaya hai aapko.
01:29Naye kapde badalkar jaaun kahan?
01:32Aur baal banaun kiske liye?
01:35Wo shakstu shehar hi chhod gaya.
01:38Main baahar jaaun kiske liye?
01:41Kya likhoon ke aankh naam hai meri?
01:44Kya likhoon ke aankh naam hai meri?
01:47Kya likhoon ke zawaan bandh hai meri?
01:50Dil par boch toh kayi sawalon ka hai.
01:53Dil par boch toh kayi sawalon ka hai.
01:56Kaise likhoon ke jaan tang hai meri?
Comments

Recommended