ARY News 12 AM Headlines | 5th June 2024 | Prime Time Headlines
#imrankhan #pmshehbazsharif #islamabadhighcourt #headlines
-Contempt Case: Faisal Vawda submits reply in Supreme Court
-Good news for Pakistanis travelling to Saudi Arabia
-Foreign embassy official booked in policeman accident case in Islamabad
-Federal budget 2024-25 likely to be presented on June 12
-Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
-Contempt Case: Faisal Vawda submits reply in Supreme Court
-Good news for Pakistanis travelling to Saudi Arabia
-Foreign embassy official booked in policeman accident case in Islamabad
-Federal budget 2024-25 likely to be presented on June 12
-Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Video kyu banayi?
00:04Karachi mein security guard ne naujawan ko goli maar di.
00:07Sakhiya San ki mobile market mein naujawan Saad apne TikTok ke liye video banane aaya
00:12tha.
00:13Saad Ahmer T20 World Cup ke Pak Bharat match ke liye dukaandaro se baachit ke baad recording
00:18kar raha tha.
00:19Guard ne video banane se roka.
00:22Security guard ne baate karte karte dehate TikToker ko kareeb se goli maar di.
00:27Video mein TikToker ko mobile se video banate hui dekha jaa sakta hai.
00:31Motional security guard ne TikToker ke kareeb pahunch kar goli chala di.
00:35Firing hote hi mobile market mein bhagdad mach gayi.
00:38Police ne guard ko gireftar kar liya.
00:40Maam masayil ke hal ke liye bhi saath kadein, aaj maine koi cheque nahi diya, 60 ke 60 khandaano
00:51mein cash diya gaya hai, yeh koi maram nahi hai, mustakil hal ke liye bhi kosha hai, ek
00:57achha hospital banna chahiye.
01:00Hyderabad cylinder dhamake ke mazeed chaar zakhmi dum tod gaye, Jambahar kapraat ki taadad
01:0418 ho gayi.
01:05Civil hospital ke burns unit mein zire ilaad 6 zakhmiyo ki haalat tashreeshnath.
01:10Governor Sindh, Kamran Tesori ka saneha-e-paretabad ke jaye haditha ka daura, mutaaliqa hukam se
01:15saneha se mutaaliq tafseeli briefing li, mutaasireen se bhi mulaqat, 20 lakh rupay fee qas dene
01:21ka ailaan.
01:22Governor Sindh ne kaha, afsoos naak saneha par har shakhs gham zada hai.
01:26Mutaasira khandanon ka dard mujhse dekha nahi gaya, aaj 60 mutaasira khandanon me rakham
01:31taqseem ki mazeed maali madad bhi karenge.
01:41Hufiya agenciya aur adliya khilaf thi, phir bhi kaamiyaab huye.
01:45Congress ittihad ka bharati intikhabat mein bartari ka daawa, Rahul Gandhi ne kaha awaam
01:50ne faisla de diya, Modi nahi chahiye.
01:53Sirf BJP nahi, bhalke poori riyasati machinery ke khilaf election lada.
01:57Humari ladaai Bharat ke aayin ko bachane ki thi.
02:00Hukumat ne opposition ke khilaf karwaiyan ki.
02:03Nai Dilli ke Wazir-e-Aala ko jail mein dala, Narendar Modi aur Amit Shah ne darane aur dhamkane
02:08ke seba kuch na kiya.
02:10Kaamiyaabi ki badi wajah yeh hai ki hum ek hokar lade, tamam ittihadiyon ki izzat ki,
02:15hukumat banane ya na banane se mutaaliq ittihadiyon ki meeting mein faisla karenge.
02:20Party Sadar Malik Arjun Khurge ne kaha, mandate na milna.
02:24Modi Sarkar ki bahot badi shikast hai.
02:27400 seete na milne se Modi aayin kabdil nahi kar sakta.
02:37Nafrat ka parchar, phas gayi Modi Sarkar.
02:40400 paar ka naray lagane wala BJP ittihad, 300 seete bhi na le saka.
02:45Narendra Modi ne teesri baar hukumat banane ka daawa kar diya.
02:48Party head office par jashan se khitab mein kaha, teesri baar hukumat banane ja rahe hain.
02:53Humari jeet duniya ki sabse badi hi jamuhriyat ki jeet hai.
02:56Daawa kiya, aam aadmi party ko Delhi mein ek seat bhi na mil saki.
03:00Ibtidaayi nataeej ke mutaabiq, nafrat angez bayaniye ki wajah se BJP,
03:04mazboot seatin haar gayi.
03:06Modi ka intikhabi ittihad, 300 nashisten bhi hasil nahi kar paaya.
03:10Ibtidaayi nataeej mein opposition ittihad ko 233 seatin hasil,
03:14ek 100 se zayad nashisten ki nataeej aana baaki.
03:17Saabik cricketer Yusuf Pathan ne bhi election jeet liya.
03:20Ground par chokke, chhakke maarne wale Yusuf ne Congress aur BJP doron ko haraya.
03:25Hard hitting ballebaaz ne Bengal ke shahir Behraampur se Lok Sabha ki nashit jeeti.
03:30Yusuf Pathan ne takreeban 4.5 lakh vote hasil kiye.
03:34Independently aap kyu nahi aapne maang liya bait?
03:47Saab toh bait nahi maang sakte.
03:49Violation of supreme court.
03:51Mere khayal mein toh bilkul nahi hai.
03:52Do option hai uske paas.
03:53Ek toh party symbol usse milega.
03:55Agar party ke paas na ho, toh prescribed me se koi bhi usse allot ha sakte.
03:59Kisi political party ka jo symbol hai, wo kisi independent candidate ko diya jaa sakta hai?
04:03Nahi.
04:04Azaad umeedwaar sunni ittahat council mein na jaate toh Tehreek-e-Insaaf ka case achcha tha.
04:10PTI keh sakti thi ye hamare log hai, maqsoos nishiste hame do.
04:14Kis dalil par inka maukap mustrat hota?
04:17Maqsoos nishiste na milne se mutaalik case ki full court samaat mein,
04:21Chief Justice ke remarks istafsaar kiya,
04:24PTI walon ne khud ko azaad umeedwaar zahir karke balle ka nishan kyu nahi maanga?
04:29Kya Supreme Court ke paisle mein likha hai?
04:31Balle ka nishan kisi azaad umeedwaar ko allot nahi ho sakta tha.
04:35Waqil Faisal Siddiqui bole, aisa kuch nahi likha.
04:38Lighter note par kehta hu, vazahati note likh dete, toh yeh masle na hote.
04:43Chief Justice ne kaha, lighter note mein kehta hu, aap election kara dete, toh yeh sab na hota.
04:48Adalat ne samaat, 20 June tak multabi kar di.
04:59They attached the certificate of PTI along with the nomination form,
05:02which means that they contested the election through the platform of PTI.
05:06Sir hum yeh hi karna chahate the, election commission ne reject kar di.
05:14Siyasi Jamaat ko nishan se mehroon karna taraze ki wajah bana,
05:17main samajhta hu Supreme Court ke paisle ke baad,
05:20balle ka nishan kisi ko nahi diya jaa sakta.
05:22Justice Muneeb Akhtar ke remarks,
05:24Chief Justice ne kaha, har koi apni samajh ke mutaabak na samjhe,
05:27Justice Muneeb ne kaha, mere nazdeek mantiq yeh hai,
05:30ke balla kisi ko nahi diya gaya.
05:32Chief Justice ne kaha, adalat mantiq nahi dekhti,
05:34lafzon par inhisar karti hai.
05:36Justice Athar Minallah ne kaha,
05:38PTI ne musalsal shikayat ki,
05:40ke usse election ladne ki khuli aazadi nahi di ja rahi.
05:43Jisper Chief Justice bole,
05:44hamare saamne shikayat aayegi, toh dekh lenge.
05:47Justice Athar Minallah ne kaha,
05:48mujhe baat mukammal karne den,
05:50hum bunyadi hukook ke negahbaan hai,
05:52ek siyasi Jamaat ne challenges ka saamna kiya,
05:54aur aisa pehli baar nahi hua,
05:56hum yeh dikhawa nahi kar sakte,
05:58ke sab kuch theek thaak hai.
06:00Sat bohot karwa hota hai,
06:01koi bolta hi nahi.
06:03Chief Justice ne kaha,
06:04main toh hamesha sat bolta hu,
06:06doosron ka zimmedaar nahi.
06:24Supreme Court ki jitni observation hamne dekhi hai,
06:29us observation ke mutaabik,
06:31hame umeed hai,
06:32Inshallah taala,
06:33yeh seate hame milegi.
06:35Aur Supreme Court ne hamare case ko,
06:37prima bheshi jab itna accept kar liya,
06:39ki yeh seate hamari hai.
06:42Supreme Court ki observation se umeed hai,
06:44hame mafsoos dishishte milengi.
06:46Chairman PTI Barrister Gauhar kehte hai,
06:48yaqeen hai,
06:49inzaaf milega,
06:50aisa koi ground nahi,
06:51jitki bunyad par PTI par pabandhi lage.
06:53Tariq-e-Insaaf par pabandhi ki baat pehle hui nahi ab,
06:56umeed hai,
06:5725 June ko mafsoos seate hame wapas milengi.
07:00Teesri baar inter-party election karwae,
07:02Election Commission party certificate jaari kare.
07:05Senator Faisal Bawda ne kaha,
07:07PTI ko aayini aur kaanoni taur par mafsoos dishishte nahi mil sakteen.
07:11PTI ne khud apne paon par kulhara maara hai.
07:14Koi Jamaat kulk dushmari kare toh pabandhi honee chahiye.
07:24Mudhaqraat ko karein, achi aap koshish karein.
07:27Iss din koi doubt nahi.
07:28Sirf koshish kar raha hoon.
07:29Koshish karein.
07:30Nateeja nahi nikal raha hoon.
07:31Yeh wo imtehaan hai jisme bacha musalsal paper likte chala raha raha hai na.
07:35Imtehaani nahi ho raha hoon.
07:36Main toh himmat haa gaya hoon,
07:38ke ahtisab karna Pakistan me mumkin nahi hai.
07:41Mudhaqraat honege toh ghar ke maalik se honege,
07:44main sirf mudhaqraat ki koshish kar raha hoon,
07:46nateeja kuch nahi nikal raha.
07:48Saab-e-Sardar R.A. Falvi ne kaha,
07:53Ayub Khan se lekar aaj tak ahtisab hamari tarjihi nahi.
07:57Pakistan me logon ko insaaf na hone ka yaqeen hai.
08:00Fawad Chaudhry ne kaha,
08:01Laathi goli se mulk nahi chalega,
08:03tahammul ka muzaahira karein.
08:05Moamlaat baat cheet se hal karne ki koshish karein.
08:08Bani PTI ke paas awam ki taqat hai.
08:10Awam ki taqat ke aage koi khada nahi ho sakta.
08:13Mudhaqraat ke siwa aur koi rasta nahi hai.
08:24Mustafa Kamal ki Adliya mukhalif bayaan par ghair mashroot maazrat.
08:29Senator Faisal Wada ka ghair mashroot maafi maangne se inkaar.
08:33Faisal Wada ne tauhin-e-adalat notice par Supreme Court me jawab jama kara diya.
08:37Likha, press conference ka maqsat Adliya ki tauhin nahi,
08:40mulki baitri tha.
08:42Adalat tauhin-e-adalat ki karwai aage bhadhane par
08:44tahammul ka muzaahira karein
08:46aur tauhin-e-adalat ka notice wapas liya jayein.
08:48Faisal Wada ne tarjuman PTI Rao Fasan,
08:51Maulana Fazl-ur-Rehman aur Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki takreeron ke transcript bhi pesh kar diya.
08:56Mustafa Kamal ne Supreme Court Karachi Registry me bayaan-e-halfi jama kara diya.
09:00Kaha, Adliya aur judges ki saag kharab karne ka tassabur bhi nahi kar sakta.
09:05Judges ka dil se ahitraam karta hu.
09:0716 Mai ki news conference par ghair mashroot maafi ka talabgaar
09:10aur khud ko adalat ke rehmo karam par chhodta hu.
09:13Supreme Court me tauhin-e-adalat case ki samaat kal hogi.
09:21Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif paanch roza daure par Chin pohoch gaye.
09:30Shenzhen Airport par Chini ala hukam ne istakbal kiya.
09:33Wazir-e-Azam se Communist Party Shenzhen ke sabra Meng Fenli ne mulaqat ki.
09:38Mulaqat me Wazir-e-Azam ne kaha, mehman nawazi par Chini hukumat aur awam ka shukar buzar hu.
09:43Wazir-e-Azam kal Pak-Chin business forum me shirkat karenge.
09:47Chini companies ke sarwarahon se bhi milenge.
09:49Chini media group ko interview me Wazir-e-Azam ne kaha,
09:52CPAC ek naye marhale me daakhil ho raha hai. B-to-B CPAC ka sabse aham juss hoga.
09:58Tel ke muqabale koele se sasti bijli banayi jaa sakti hai.
10:01Allah ne Tharkol ki surat Pakistan ko bahut bada zakhira diya hai.
10:05Tharkol se bijli sasti hogi.
10:19Daishatgardi ke, gundagardi ke, gherao, jalao, bachon ke haath me petrol bombs do,
10:28inko jailon me dalo, dharne de do. Yeh din khatam hua, amesha ke liye khatam hua.
10:34Daishatgardi, gundagardi ke din khatam ho gaye.
10:37Bachon ke haathon me petrol bomb dene aur dharne ke din amesha ke liye khatam ho gaye.
10:42Wazir-e-Ala Punjab, Maryam Nawaz ka Dastak App ke iftahi takreeb se khitab kaha,
10:46gandum Punjab hukumat ne izbaar nahi kharidi.
10:49Middleman, kisaan se saste damo gandum kharid kar hukumat ko mehnge damo par up karta hai.
10:54Noon League ne mehngai ke jinn ko teen maah me botal me band karke dikha diya.
11:02Muaz-e-Judge ke khilaf teen hashtags par mabni munazzam muhim thi.
11:06Report ke mutaabik tweet aur retweet karne wale chand accounts ki nishan dahi ki gayi.
11:10FIA hukam ke mutaabik chand mazeed accounts ki malumat aindah samaat par pesh karenge.
11:15Justice Babar Sattar ke khilaf social media muhim aur family data leak karne par
11:20tauheen-e-adalat case ki samaat ka hukumnaama jari.
11:28Paane PTI ke accounts se mutnaaz-e-tweet ka maamla.
11:31PTI rehruma ne FIA ki chanap se talbi ka notice challenge kar diya.
11:34Islamabad High Court me Rao Fasan ki darkhas,
11:37ehteraaz ke saath aaj samaat ke liye mukarrar,
11:40Justice Mohsin Akhtar Kiani samaat karenge.
11:43Barrister Gauhar aur Rao Fasan ki chanap se dair darkhas toh mein kaha gaya hai
11:47ke Bani PTI ke accounts se tweet ka maqsad Pakistan ke liye yakja hone ka dars dena tha.
11:53Siyasi mukhalfeen ne tweet ko todh marod kar pesh kiya.
11:57Talbi ke notice ka maqsad darkhas guzaaro ko hirasa karna hai.
12:00Adalat, complaint aur talbi ke notices ko kaal-adam karar de.
12:05Daftar-e-Kharija ko Speaker Assembly aur Chairman Senate se declassified cipher ki kopiyan mausool.
12:17Zaraay ka kehna hai Bani PTI ki hukumat me cipher ki declassified kopiyan dono dafate ko bhidwai gayi thi.
12:24Dono dafate me security protocol ke tehad declassified kopiyan Wizarat-e-Kharija bhidwai.
12:30Kopiyan cipher ke mazeed siyasi istimaal ki rohkthaam ki tehad wapas mangwai gayi.
12:41Bengai ke maare awaam par bijli-bomb ghiradiya gaya.
12:43NEPRA ne Sehmahi Adjustment ki bag me Bijli 3 rupay 76 paise hizafi ka notification jaari kar diya.
12:50Bijli Sareepeen par 46 arab 61 crore rupay ka hizafi bojh padega.
12:54June ke liye fee unit Bijli 1 rupay 90 paise.
12:57July aur August ke liye fee unit Bijli 93 ka hizafi kiya gaya hai.
13:02Sareepeen se hizafi wasooliya June ta August 2024 me ki jaayengi.
13:14Non-filers ke khilaf FBR ki kaarrawaiyan 85,000 sim e block.
13:18PTA ko ab tak 90,000 non-filers ka data faraham kiya gaya.
13:23FBR hukam ka kehna hai income tax gosware jama karane par 14,000 sim e bahal ho chuki hain.
13:29Tax filers ki sim block karne ki khabron me sadaqat nahi.
13:35Aage hum is bill ko challenge karenge aur jo bhi kaanuni tariqat kaar hoga.
13:38Jaise aaj tak hum logon e kaanun ka sahara liye, dastoor ka sahara liye.
13:43Wohi usi tariqat se hum log aage bhi inshaAllah is case ko content karenge.
13:48Insidad-e-Dahshidgardi court Muzaffarabad ne Shahir Ahmed Farhad ki darkhas se zamanat mustarad kardi.
13:53Darkhas par faisla guzishta roz mehpooz kiya gaya tha.
13:56Ahmed Farhad ki ahliya ka kehna hai zamanat mustarad hone ke faisle ko challenge karenge.
14:05Apna tele pe karha tha, mobile dekh rha tha.
14:07Toh chor aaye the bike pe toh ise mobile lene ki poshish ke, ise toh toh mazamat kiya.
14:12Unhone boli maar ke aur mobile bhi le liye.
14:15Karachi me dakho ne ek aur naujawan ko muzahmat par qatal kar diya.
14:1820 saal ka Abdul Basit purane jute bejta tha.
14:21Daketi muzahmat ka waqia Kaurangi Nasir Jump me peshaya.
14:25Police ka waqe me mulawais dakho ko mubayyina mukabale me halak karne ka daawa,
14:29ek zakhmi halat me girefta tha.
14:31Ahli alaqa ka kehna hai, dakho ko dusri wardaab ke dauran, shahiriyon ne tashaddud ka nishana banaya tha.
14:36Defence me din bihade target killing.
14:39Chalti gadi par motorcycle sawar do hamla awaron ne factory ke maalik ko goliyan maar kar qatal kar diya.
14:49Turkiya me tayyar PNS Babur Pakistan ke liye rawana.
14:52Istanbul se Turk hukam ne PNS Babur ko pehle safar par rawana kiya.
14:56Zaraay ka kehna hai, PNS Babur ki Pak Behriya me shamuliyat ki takreeb jald hogi.
15:01Vertical launching system se leh ise Babur class ke chaar jahaz Pak Behriya me shamil kiye ja rahe hain.
15:07Babur class jahaz bayak waqt sata-e-aab, zeh-e-aab aur faza me jang ladne ki salahiyat rakhta hai.
15:24Wifaq-e-Mazeer-e-Dakhla, Mohsin Takfi ki Vatican City me Pope Francis se mulaqat.
15:28Pope Francis ne saan-e-Jarawala ke baad Girja gharon ki fauri taameer ko saraha.
15:33Kaha, Pakistan ki awaam ke liye aamn ka peghaam hai.
15:36Hum sab ko milkar aamn ke liye kaam karna chahiye.
15:39Pakistan ke daure ki koshish karunga.
15:41Palestine ki surat-e-haal baise tashweesh hai.
15:44Wifaq-e-Mazeer-e-Dakhla, Mohsin Takfi ne kaha, Pakistan me basnewali aqliyat ko yaksa hukook hasil hai.
15:53Junubi aur shimali ghaza me Israeli bombari.
15:5524 ghanto me mazeed 71 palestini shaheed.
15:58180 se zyada zakhni.
16:00Sehuni fauj ki jarhiyat se haspatal mehfooz na panah guzeen camp, Rafa ki khaima basti par bombari jarhi.
16:06Khan Yunus aur ghaza bhi dehshatgard Israeli forces ke nishane par.
16:10Shaheed palestiniyon ki majmooi taadaat 36,550 ho chukki.
16:1483,000 ke qareeb zakhni.
16:16Rafa me Hamas aur Israeli forces ke darmian mukabla.
16:19Israeli hukaam ke mutaabik mazeed 4 Israeli yargamali jaan se gaye.
16:25Duniya par mausamiyati tabdili ki khatarnak asra.
16:28Junubi Afrika ke sahili shahe Durbin me tufani bagoron ne gharon ka hashr nashr kar diya.
16:33Mutaadid mukamal taba, kai ki chhattein ud gaye, gaadiyon ko bhi nuksan pauncha.
16:37Bharti shahe Bengaluru me tufani baarish, 133 saal ka record toot gaya.
16:41Sri Lanka me monsoon ka musladhar spell, 15 afraad halak.
16:45Germany me shadeed baarish hai.
16:47Junubi shahe Pasau me salaab aagaya.
16:50Ek fire fighter samay 3 afraad halak ho gaye.
16:53Cheen ke muhtalif halakon me baarish se salaabi surat hai haal.
16:56Ameriki riyasat California ke junglo me lagi aag bekabu.
17:0012,000 acre se zayad rakba raak ho gaya.
17:03Turkiye ke 3 subo ke junglaat me aag bhadak uthi.
17:06Sekro fire fighters ke saath helicopters aur tayyaro se aag bujhane ki koshishin jaari.
17:13T20 World Cup ke sansani khez mukable.
17:16Scotland aur England ka match baarish ki nazar.
17:18Wakfe Wakfe se baarish ke baayis sirf 10 over ka khel mumkin ho saka.
17:22Dono teamon ko ek ek point de diya gaya.
17:24Ek aur match me Nepal aur Netherlands aamne saamne.
17:27107 runs ke taaqob me Dutch team ki batting jaari.
17:30Afghanistan ne Uganda ko 125 runs se out class kiya.
17:34Mega event me aaj Bharat aur Ireland me jod padega.
17:37Pak Bharat High Voltage Taqra. T20 World Cup ke sabse bade taqra ke saare ticket paro.
17:52ICC ko match ke majeed tickets jaari karna pad gaye.
17:55New York me 9 June ko schedule Pak Bharat mukable ke general tickets sasthiyaab.
17:59ICC ka kehna hai, azaafi tickets ka maksa zyada zyada fans ko tarikh event ka hissa banana hai.
18:05Check-in tickets dot T20 World Cup par booking kara sakte hain.
18:16New York me Pak Bharat match ko security khadishaat.
18:19Nassau County ke executive ne match ke liye azaafi security ki tazdiq kar di.
18:23Kaha yeh duniya ka sabse bada match hai.
18:26Hum har challenge ke liye tayyar hain.
18:28Match ke dauran snipers tayinat honge.
18:30Pur ehtimad hain, kuch bhi nahi hoga.
18:32Police department ne mukamal security plan tayyar kar liya.
18:35Khususi hatiyaaron aur training ki haamil SWAT force se moabnat di jayegi.
18:39Pak Bharat mukabla 9 June ko New York me schedule hai.
18:46T20 World Cup 2009 ki faathe team ke khiladiyon ne Pakistan ki jeet ki yaad taaza kar di.
18:51Shahid Afridi ne kaha, knockout matches me meri performance ka credit Yunus Khan ko jata hai.
18:56Mizwaul Akbule 2007 me nahi jitwa sakta tha, lekin 2009 me kamyabi bili.
19:01Shoaib Malik, Shahid Ashman, Abdul Razak aur Mohammad Aamir ne bhi yaadgaar lamhaat bata hai.
19:12Kisi ko sochna chahiye, unke faisalon se India badnaam ho raha hai.
19:15Batsmen ko is din ke matches New York me na unhe neen nahi aayegi.
19:18Waja?
19:19Jab Shahid Afridi ek taraf se ball karega aur Naseem Shah, yeh pitches toh kill hai batters ke liye.
19:27Aur T20 World Cup ka badhaye josh, cricket ka sabse bada show, har lamha pur josh.
19:32Star cricketers ke jaandar tadziye, Basit Ali ne kaha, New York ki pitch, balle baazon ke liye qatil pitch hai.
19:38Jab Shaheen aur Naseem Shah balling karenge, toh balle baazon ko neen nahi aayegi.
19:42ICC ko sochna chahiye, unke faisalon se Bharat badnaam ho raha hai.
19:46Kamran Akmal kehte hai, Sri Lankan team ke saath ziyati hui, unke khiladi sandwich khaate hua bus me sawar hua,
19:52har team ko ek jaisa samajhna chahiye.
19:54Shahid Hashmi bole, event me Bharat ko beja support di ja rahi hai.
19:58Mehman bani adhakaara Ayesha Gul, khela maasumana khel,
20:02Mustafa Chaudhary ne roop dhaara Iftikhar Ahmed ka, Adi ke saath laaye Haseeka Toofaan.